Jali Hui Pump Motor Ki Complete Rewinding | Pump Phir Se Chal Gaya! | My First Vlog
Rehan Electric Store 💡⚡
0:00 / 0:00
Jali Hui Pump Motor Ki Complete Rewinding | Pump Phir Se Chal Gaya! | My First Vlog
33 просмотра · 11 дней назад
Rehan Electric Store 💡⚡
16 подписчиков
33 просмотра · 11 дней назад
Assalam o Alaikum Dosto!
Is video mein maine aapko step by step dikhaya hai ke jali hui pani wali motor (Water Pump Motor) ki complete rewinding kaise ki jati hai.
Video mein aap seekhenge:
✅ Jali hui purani winding ko kaise nikala jata hai
✅ Motor mein paper kaise dala jata hai
✅ Nayi copper winding karne ka sahi tareeqa
✅ Connection karna aur motor ko test karna
Video ko aakhir tak lazmi dekhein, aakhir mein maine motor chala kar bhi dikhai hai ke pump phir se kaise chal gaya.
Agar aapko video achi lagi to Like karein, doston ke sath Share karein aur mazeed electric ki videos ke liye hamare channel REHAN ELECTRIC ko Subscribe kar dein.
Shukriya!
#MotorRewinding #WaterPump #ElectricWork #RehanElectric #MotorRepair