Перейти к содержимому

Special Dawat Vlog! ✨🍛 Chicken Gravy, Malai Kofta & Naan Menu |🥗🍗🥘

Mewati Fauji Family Vlogs

0:00 / 0:00

Special Dawat Vlog! ✨🍛 Chicken Gravy, Malai Kofta & Naan Menu |🥗🍗🥘

279 просмотров · 9 дн. назад
Mewati Fauji Family Vlogs
154 подписчика
279 просмотров · 9 дн. назад
Special Dawat Vlog! Aaj humare ghar aayi meri dost ki family aur unke aane ki khushi mein maine banayi ek zabardast shahi dawat. Menu mein tha special restaurant style Chicken Gravy, soft aur creamy Malai Kofta, aur garma-garam homemade Naan! Sabko khana behad pasand aaya. Dawat ki taiyari ke dauran hi meri nai mangwayi hui mixer (mixie) bhi deliver ho gayi, jise humne unbox kiya aur test karke dekha. Khane ke baad sabhi guests ke saath khoob baatein hui, hasi-mazaak hua aur phir hum sab unhe chhodne niche park tak gaye. Ummeed hai aapko yeh family daily vlog aur cooking routine pasand aayega! Agar video acchi lagi ho toh please Like, Share aur Subscribe zaroor karein! ❤️