ANIL KANT - KHOYA THA MAIN MILA HOON
Anil Kant
0:00 / 0:00
ANIL KANT - KHOYA THA MAIN MILA HOON
472 031 просмотр · 14 лет назад
Anil Kant
797 тыс. подписчиков
472 031 просмотр · 14 лет назад
From the album Yeshu Sang Chalna Hai
Wriiten composed and Sung by ANIL KANT
Released by Trinity Sounds Pvt Ltd.
For more information, log on to www.anilkant.org
Lyrics
(Luke 15:1-32)
Khoya tha main milaa hoon
Andhaa tha dekhtaa hoon
Hai Masih ka pyar aisa
Paapi tha bacch gaya hoon…
Khatron se aaya, mushkil se aaya
Mujhko yahan tak, anugrah hai laaya
Anugrah hi ghar le jayega mujhko
Yesu ke dar aa gayaa hoon
Yeshu Masih ka, hai nek vaada
Uska vachan hai, aab meri aasha
Vacchnon se uske azaad hokar
Zinda main ho gayaa hoon
Duniya ki raahon mein, bhatka main kitna
Khud ko mitaya, kuch bhi na paaya
Neeche gira tha, toota hua tha
Dekho main ab jud gaya hoon….