Перейти к содержимому

McDonald's बर्गर बेचकर करोड़ो कैसे कमाता है। The economics of McDonald's—

Money Code

0:00 / 0:00

McDonald's बर्गर बेचकर करोड़ो कैसे कमाता है। The economics of McDonald's—

5 590 просмотров · 17 ч назад
Money Code
32,7 тыс. подписчиков
5 590 просмотров · 17 ч назад
McDonald's बर्गर बेचकर करोड़ो कैसे कमाता है। The economics of McDonald's— Kabhi socha hai ki McDonald's mein ₹200 ka burger khareedne par aapke paise kahan-kahan jate hain? Kya sab paisa restaurant owner ki jeb mein jata hai, ya McDonald's company bhi usme se kamati hai? Is video mein hum "The Economics Of McDonald's" ko ek aasan example se samjhenge. Amit naam ke ek aam aadmi ki kahani ke saath dekhenge ki ek burger ki bikri se sabse pehle saamaan ka kharcha, phir staff ki salary, kiraya, bijli-paani, machine aur maintenance ka kharcha kaise nikalta hai, aur uske baad franchise royalty ke baad asal mein kitna paisa bachta hai. Aap ye bhi jaanenge: McDonald's ka franchise model kaise kaam karta hai Company khud restaurant chalati hai ya franchise ke through kamati hai Bikri (sales) aur munafa (profit) mein kya fark hota hai Break-even point kaise nikalte hain, yaani mahine ka fixed kharcha nikalne ke liye roz kitne burger bechne padenge Naya business shuru karne se pehle kaun se 3 sawal zaroor poochne chahiye Note: Is video mein diye gaye figures samjhane ke liye example ke taur par liye gaye hain. Asli numbers location, bik ri aur franchise agreement ke hisaab se alag ho sakte hain. Agar aap business ka asli gantit samajhna chahte hain, to video ko end tak zaroor dekhein. #EconomicsOfMcDonalds #McDonaldsBusinessModel #FranchiseBusiness