इतिहास का सबसे खतरनाक प्लेन हाईजैक | Flight 181 Hijack Story
ALPHA DECODES
0:00 / 0:00
इतिहास का सबसे खतरनाक प्लेन हाईजैक | Flight 181 Hijack Story
77 408 просмотров · 2 месяца назад
ALPHA DECODES
11,3 тыс. подписчиков
77 408 просмотров · 2 месяца назад
इतिहास का सबसे खतरनाक प्लेन हाईजैक | Flight 181 Hijack Story
1977… aviation history ka ek aisa saal jise duniya kabhi nahi bhool sakti.
Laftuna Flight 181 ek normal commercial flight thi… lekin kuch hi ghanton mein ye flight global crisis ban gayi. 4 Armed hijackers ne plane ka control le liya aur apni demands rakh di — jisne poori duniya ki governments ko hila kar rakh diya.
Is hijack ne sirf passengers ki zindagi ko khatre mein nahi dala… balki ye ek international political standoff ban gaya. Har decision, har move… zindagi aur maut ke beech ek patli line tha.
👉 Is documentary mein hum explore karenge:
Flight 181 hijack ka poora historical background
Hijackers ka motive aur unka plan
Governments ka response aur negotiations
Aur kaise is incident ne aviation security ko hamesha ke liye badal diya
Ye ithihas ka ek real historical event hai jisne duniya ko sikha diya ke aasman bhi kabhi kabhi mehfooz nahi hota.
Akhri tak dekho… kyunki iska end ithihas ka sabse intense rescue operation mana jata hai.