Dargah KachauchaSharif | Sultan Makhdoom Pak Ki Ziyarat | एक अंजन जायरीन ने पढ़ी नात शरीफ| ।
gksimnan
0:00 / 0:00
Dargah KachauchaSharif | Sultan Makhdoom Pak Ki Ziyarat | एक अंजन जायरीन ने पढ़ी नात शरीफ| ।
175 просмотров · 10 дней назад
gksimnan
20 подписчиков
175 просмотров · 10 дней назад
Assalamu Alaikum doston!
Aaj ke is video mein main aapko lekar chala hoon Kachaucha Sharif, jahan hum Sultan Makhdoom Pak ki Dargah ki puri ziyarat karenge. Is video mein aap dekhenge Dargah ka wo noorani manzar aur wo rasta jahan se zayreen darbar tak pahunchte hain.
Video ki sabse khaas baat ek anjaan zayreen hain, jinhone Sultan Makhdoom Pak ki shan mein itni sunder manqabat padhi ki dil sukoon se bhar gaya. Humne is video mein Dargah mein hone wali 'Adalat' ke waqt aur Neer Sharif mein nahanay ke sahi samay ke bare mein bhi puri jankari di hai.
00:00 - Intro: Sultan Makhdoom Pak ke Darbar ki shuruat aur manqabat ki ek jhalak.
00:43 - Darbar-e-Aaliya ka rasta aur Main Gate ki ziyarat.
02:50 - Sultan Makhdoom Pak ke Main Darbar ke andar ka noorani manzar.
04:09 - Dargah ke bahar ka view, Neer Sharif aur 'Adalat' ka pura waqt.
05:54 - Auliya Masjid ki ziyarat aur wahan namaz ki jankari.
06:51 - Fakhruddin Shah ki mazar aur unke khandaan se mulaqat.
07:51 - Zayreen dwara Sultan Makhdoom Pak ki shan mein khoobsurat Manqabat.
13:50 - Video Outro aur channel support ki appeal.
#KachauchaSharif #MakhdoomPak #DargahSharif #SufiSant #NaatSharif #AmbedkarNagar #Ziyarat #IslamicVideo