Kuwait 🇰🇼 medical 🏥 test all details, कुवैत में मेडिकल फेल हुआ तो क्या होगा , ? #kuwaitmedicaltest
Desi on Cloud
0:00 / 0:00
Kuwait 🇰🇼 medical 🏥 test all details, कुवैत में मेडिकल फेल हुआ तो क्या होगा , ? #kuwaitmedicaltest
71 577 просмотров · 3 г. назад
Desi on Cloud
91,5 тыс. подписчиков
71 577 просмотров · 3 г. назад
Kuwait 🇰🇼 medical test all details , कुवैत में मेडिकल fail हुआ तो क्या होगा .? #kuwaitmedicaltest
#kuwaitmedical
#kuwaitmedicalkaisehotahai #kuwaitmedicalcheck
#kuwait
#kuwaitjob
#kuwaitmedicaltest
#kuwaitmedicalfail
#deshioncloud
Aaj maine is video me aap logo se bat ki hai Kuwait aane k liye medical check up karana padta hai , to usme kuch logo ka medical unfit ( fail ) ho jata hai , to kaafi log kya karte hai medical test pass karane k liye agent ya hospital ya medical center me paise deke medical pass ( fit ) ka certificate banwa lete hai , aur Kuwait aa jate hai , phir yaha bhi civil id banane k liye , yaha Kuwait me dobara medical test hota hai , aur agar God forbids aap fail ho jate hai medical me , to aapko wapas aapki country bhej diya jayega , to mera ye video banane ka maqsad hai k paise deke medical pass kara k na aaye jyada behtar hai ,
aisa karne se problem ho sakti hai yaha. ummid karta hu video dekhne k bad kuch logo ki help hogi , agar video Pasand aaye to,
like share subscribe ❤️❤️❤️ thank you 🙂
!! DESHI ON CLOUD !!