Перейти к содержимому

Dard E Dil Kar Mujhe Ata Ya Rab Recited By_ Sayyed Naved Razavi [ Patur Shareef MH ]

Sayyed Naved Raza Qadri

0:00 / 0:00

Dard E Dil Kar Mujhe Ata Ya Rab Recited By_ Sayyed Naved Razavi [ Patur Shareef MH ]

356 просмотров · 13 дн. назад
Sayyed Naved Raza Qadri
175 подписчиков
356 просмотров · 13 дн. назад
Dard E Dil Kar Mujhe Ata Ya Rab // Hamd Bari E Ta'ala Writer :_ Ustaad E Zaman ( Allama Hassan Raza Khan ) R.A Reciter :_ ‪@SayyedNavedRaza‬ "Darde dil kar mujhe ata ya rab De mere dard ki dawa ya rab" "Laaj rakh le gunahgaaron ki Naam rahmaan hai tera ya rab" "Aeb mere na khol mahashar mein Naam sattar hai tera ya rab" "Be sabab bakhs de na puch amal Naam gaffaar hai tera ya rab" "Bhool kar bhi na aaye yaad apni Mere dil se mujhe bhula ya rab" "Meri aankhen mere liye tarsen Mujh se aisa mujhe chupa ya rab" "Tune mere zalil haathon mein Damane mustafa diya ya rab" "Tune di mujhko neamat e islam Phir jamaat mein liya ya rab" "Kar diya tune Qadri mujhko Teri Qudrat ke main fida ya rab" "Is nikamme se kam le aise Yeh nikamma ho kam ka ya rab" "Maine SubHana RabbiAl A'ala Khaak per rakh ke sar kaha ya rab" "Mere ahbab par bhi fazl rahen Tera teray Habeebﷺ ka ya rab" "Ahlay sunnat ki har jama'at par Har jagah ho teri ata ya rab" "Dushmanon ke liye hidayat ki Tuj se kartaa hoon iltija ya rab" "Tu 'hasan' ko utha hasan karke Ho ma'alkhaiir khatma ya rab" ‪@Owaisraza2526‬ ‪@SayyedAbdulWasiQadri‬ ‪@Sabirrazaazhari‬ ‪@RafiqueRazaQadri‬ ‪@abdulmustafanoori‬ ‪@noorimiyanahmedraza‬ ‪@HafizTahirQadri‬ ‪@ZohaibAshrafi‬ #allah #rasoolallah #hamd #naat #new #owaisrazaqadri #viralvideo #viral #naatsharif #jumamubarak