Перейти к содержимому

Sirf 3 Ingredients Se Halwai Jaisa Suji Ka Tukri Halwa! 😱 No Milk, No Mawa😍

Arbeels kitchen

0:00 / 0:00

Sirf 3 Ingredients Se Halwai Jaisa Suji Ka Tukri Halwa! 😱 No Milk, No Mawa😍

24 просмотра · 10 ч назад
Arbeels kitchen
472 подписчика
24 просмотра · 10 ч назад
Assalamu Alaykum! ✨ Sirf 3 ingredients se banne wali mithaai! 😱 Ghar ki sirf teen cheezon se banain halwai jaisa danedar aur khasta Suji ka Tukri Halwa. Is mithaai ko banane ke liye na doodh chahiye, na khoya, aur na hi mawa—yeh recipe itni aasan hai ke agar aap pehli baar bhi bana rahe hain to bilkul perfect banegi! Yeh aisi majedar mithaai hai jo moun mein jate hi ghul jaye. 🤤 Agar aapko kam kharche aur kam waqt mein banne wale meethay pasand hain, to yeh 3 ingredients wali Suji ki Barfi ki recipe aap ke liye hi hai. Is video mein bataye gaye sahi naap (measurements) ke sath banain taake aapka halwa har baar perfect khasta aur karak bane! 🌟 Is recipe ko try karein aur comment mein zaroor batayein ke ap ko ye recipe kese lagi!🙃 Video pasand aaye to like, share aur channel ko subscribe karna na bhoolen 👍