वीडियो वायरल कैसे करे ( 4000 घंटे का Watch टाइम Pura करे
The Suraj Sinha Vlogs
0:00 / 0:00
वीडियो वायरल कैसे करे ( 4000 घंटे का Watch टाइम Pura करे
55 просмотров · 9 дней назад
The Suraj Sinha Vlogs
20 подписчиков
55 просмотров · 9 дней назад
Shree Shivay Namastubhyam 🙏
Sirf ek video aapka pura channel monetize kar sakti hai — agar aap sahi roadmap follow karo.
2-3 saal se YouTube pe kaam kar raha hu, aur is video mein wahi seekha hua zero se share kar raha hu — bina time waste kiye, point to point.
3 zaroori cheezein:
1️⃣ Niche — same category mein consistently kaam karo, mix content mat dalo
2️⃣ CTR — thumbnail aur title pe click aana chahiye, tabhi impressions badhenge
3️⃣ Video length + retention — video lambi ho, lekin log usse aadha se zyada dekhein bhi
Apna khud ka naya channel bhi isi roadmap pe based hai, aur views/watch-time dono improve ho rahe hain.
Agar aap bhi apna channel grow karna chahte ho — end tak video dekhna, aur agar kaam ki lagi ho toh like, comment, aur subscribe zaroor karna.
📌 Meri khud ki growth journey bhi is channel pe chal rahi hai — 90-day, 4000 watch hours challenge.
#youtubegrowth #youtubetips #niche #ctr #selfimprovement