Degi Aloo Chicken Recipe | Ghar Ka Zaiqa
Ghar Ka Zaiqa
0:00 / 0:00
Degi Aloo Chicken Recipe | Ghar Ka Zaiqa
120 просмотров · 2 недели назад
Ghar Ka Zaiqa
74 подписчика
120 просмотров · 2 недели назад
Aaj ki recipe hai bohat hi mazedar aur chatpati Degi Aloo Chicken! 😍 Masalaydar gravy, soft aloo aur juicy chicken ka aisa lajawab combination jo ghar mein sab ko pasand aaye. Is delicious Pakistani chicken salan ko roti, naan ya garma garam chawal ke saath enjoy karein.
Agar aap restaurant aur degi style ka tasty chicken salan ghar par banana chahti hain, to yeh recipe zaroor try karein!
🌟 Ingredients:
1. Chicken
2. Potatoes (Aloo)
3. Onions (Pyaz)
4. Tomatoes (Tamatar)
5. Ginger Garlic Paste
6. Yogurt (Dahi)
7. Cooking Oil
8. Salt (Namak)
9. Red Chilli Powder (Lal Mirch)
10. Turmeric Powder (Haldi)
11. Coriander Powder (Dhania Powder)
12. Cumin Powder (Zeera Powder)
13. Garam Masala
14. Green Chillies (Hari Mirch)
15. Fresh Coriander (Hara Dhania)