Перейти к содержимому

Meri Aaj Ki Story ❤️ | Sunday Full Day Routine 🏡 | Halwa Puri Nashta, Ghar Ki Safai aur Bachon Ki

Zainab Daily Life

0:00 / 0:00

Meri Aaj Ki Story ❤️ | Sunday Full Day Routine 🏡 | Halwa Puri Nashta, Ghar Ki Safai aur Bachon Ki

21 просмотр · 13 дн. назад
Zainab Daily Life
19 подписчиков
21 просмотр · 13 дн. назад
Meri Aaj Ki Story ❤️ | Sunday Full Day Routine 🏡 | Halwa Puri Nashta, Ghar Ki Safai aur Bachon Ki Care | Daily Vlog Assalam-o-Alaikum everyone! ❤️🌸 Aaj ke vlog mein aap sab ke saath apni Sunday ki daily routine share kar rahi hoon. 🏡 Subah maine halwa puri aur chane ka nashta banaya, phir sab ne milkar nashta kiya. Uske baad bachche so gaye aur maine apne room se ghar ki safai shuru ki. Bed banaya, kapde wash kiye aur fold karke rakhe, paudhon ko paani diya, kitchen clean kiya aur bartan wash kiye. Phir bachon ke kapde iron kiye, unhein shower karwaya, change karwaya aur unke liye parathe aur chane ka salan banaya. Sab ko khana khilaya aur ghar ke baaki kaam bhi kiye. ❤️ Ghar aur bachon ki zimmedariyon ke saath har din kuch naya seekhne ko milta hai. Meri chhoti si duniya aur daily life ka hissa banne ke liye shukriya. 🥰 Video pasand aaye to like, share aur channel ko subscribe zaroor karein. 🌷 #SundayRoutine #DailyVlog #GharKiSafai #HousewifeRoutine #HalwaPuri #ChanaSalan #CookingVlog #CleaningMotivation #MomLife #DailyVlog #MeriAajKiStory #HousewifeLife #EmotionalStory