Перейти к содержимому

Perfect Gur Walay Chawal | Jaggery Rice I #gurwalaychawal #jaggeryrice

Sofra Cooking Secrets

0:00 / 0:00

Perfect Gur Walay Chawal | Jaggery Rice I #gurwalaychawal #jaggeryrice

53 просмотра · 3 дн. назад
Sofra Cooking Secrets
85 подписчиков
53 просмотра · 3 дн. назад
Aaj hum banane ja rahe hain bohat hi mazedaar aur traditional Gur Walay Chawal! 😍 Agar aap chahti hain ke gur walay chawal ka rang khoobsurat aaye, gur ka zaiqa har dane mein achi tarah shamil ho aur chawal khilay khilay banein, to ye recipe aapke liye hai. Is video mein main aapko gur ki chashni tayyar karne se lekar chawalon mein shamil karne tak har step detail mein samjhaungi. Saath hi gur ko chhan kar saaf karne ka tareeqa bhi bataungi taake gur mein mojood mitti aur doosri aalaishein door ho sakein. Ek simple si traditional recipe jo kam ingredients mein zabardast zaiqa deti hai. ❤️ Recipe achi lage to LIKE karein, apne family aur friends ke saath SHARE karein aur mazeed detailed recipes ke liye Sofra Cooking Secrets ko SUBSCRIBE zaroor karein. Bnatey rahen apno k liye "Aisa khana jo dil choo le." ❤️ #GurWalayChawal #GurKeChawal #JaggeryRice #SweetRiceRecipe #PakistaniRecipes #TraditionalFood #SofraCookingSecrets