Перейти к содержимому

Imam Mahdi Ka Zuhoor Aur Yemen Ki Jung Ka Raaz | Sabeel Media

Sabeel Media

0:00 / 0:00

Imam Mahdi Ka Zuhoor Aur Yemen Ki Jung Ka Raaz | Sabeel Media

32 582 просмотра · 18 ч назад
Sabeel Media
83,9 тыс. подписчиков
32 582 просмотра · 18 ч назад
Kya Houthis hi Yamani hain? Imam Mahdi (a.s.) ka zuhoor kab hoga, aur Yemen ki jung ka Aakhri Zamane ki riwayat se kya talluq hai? Shia riwayat mein Yamani ke khurooj ko Imam Mahdi (a.s.) ke zuhoor se pehle ki aham aur hatmi alamat mein shumar kiya jata hai. Lekin kya Yemen ki current movement, Ansarullah ya Houthis, wahi Yamani ho sakte hain jiska zikr riwayat mein milta hai? Ye video kisi claim ko bina daleel sach qarar dene ke bajaye riwayat, historical context aur available evidence ki roshni mein is sawal ko samajhne ki ek koshish hai. 00:00 - Yemen Aur End-Times 00:46 - Sufyani, Yamani Aur Khorasani 01:53 - Houthis Kaun Hain? 03:00 - Houthis Ki Military Power 04:06 - Zaidi Shia ka matlab kya hai? 05:04 - Zuhoor Ki 5 Nishaniyan 05:32 - Yamani Kaun? Hadith Kya Kehti Hai? 06:21 - Kya Yamani Aur Sufyani Ek Saath Aayenge? 07:27 - Talib-ul-Haq Ka Waqia 08:06 - Sunni-Shia Riwayaat Mein Imam Mahdi (AS) 09:00 - Kya Houthis Imam Mahdi Ki Taraf Bulate Hain? 10:04 - Kya Houthis Hi Yamani Hain? 11:07 - Haqeeqat Ya Siyasi Tashreeh? 11:47 - Is Mauzu Par Humein Kya Samajhna Chahiye? Aapki kya raaye hai? Kya Ansarullah ko Yamani se jorna durust hai, ya abhi iske liye kafi daleel maujood nahi? 🔔 Subscribe to stay updated 💬 Turn on notifications to stay connected! Support Sabeel Media India (Net Banking): Account Name: SABEEL WELFARE FOUNDATION Account Number: 107105004134 Bank Name: ICICI Bank IFSC Code: ICIC0001071 Branch Name: Mumbai - Mazgaon Globally: Support us on Patreon.