Перейти к содержимому

Koi Samjhaye Ye Kya Rang Hai (Official Music Lyric Video) | Ghulam Ali | Ghazals | Ghazal Ka Khazana

Ghazal Ka Khazana

0:00 / 0:00

Koi Samjhaye Ye Kya Rang Hai (Official Music Lyric Video) | Ghulam Ali | Ghazals | Ghazal Ka Khazana

2 949 просмотров · 4 дн. назад
Ghazal Ka Khazana
335 подписчиков
2 949 просмотров · 4 дн. назад
"Koi Samjhaye Ye Kya Rang Hai" is a soulful ghazal from the album Dilkash Ghazlen. Sung by the maestro Ghulam Ali, this timeless composition captures the depth of love, longing and poetry that makes the ghazal an art form like no other. This official lyric video brings the beauty of "Koi Samjhaye Ye Kya Rang Hai" to a whole new generation of music lovers. Follow every word, feel every emotion, and let the poetry carry you away. Listen Now on: YouTube Music:    • Koi Samjhaye Ye Kya Rang Hai   Apple Music:   / song   Amazon Music India: https://music.amazon.in/tracks/B073N1... Credits: Song: Koi Samjhaye Ye Kya Rang Hai Singer & Composer: Ghulam Ali Album: Dilkash Ghazlen Lyricist: Iqbal Safipuri Lyrics: Koi samjhaaye ye kya rang hai maikhane ka Koi samjhaaye ye kya rang hai maikhane ka Aankh saqi ki uthe naam ho paimane ka Koi samjhaaye ye kya rang hai maikhane ka Koi samjhaaye kya rang hai maikhane ka Garmi e shama ka afsana sunane walon Garmi e shama ka afsana sunane walon Raqs dekha nahin tumne abhi parwane ka Raqs dekha nahin tumne abhi parwane ka Aankh saqi ki uthe naam ho paimane ka Koi samjhaaye ye kya rang hai maikhane ka Kisko maloom thi pehle se khirad ki qeemat Kisko maloom thi pehle se khirad ki qeemat Aalam e hosh pe ehsaan hai deewane ka Aalam e hosh pe ehsaan hai deewane ka Aankh saqi ki uthe naam ho paimane ka Koi samjhaaye ye kya rang hai maikhane ka Chashm e saqi mujhe har gaam pe yaad aati hai Chashm e saqi Chashm e saqi Chashm e saqi mujhe har gaam pe yaad aati hai Raasta bhool na jaaun kahin maikhane ka Raasta bhool na jaaun kahin maikhane ka Aankh saqi ki uthe naam ho paimane ka Koi samjhaaye ye kya rang hai maikhane ka Ab to har shaam guzarti hai usi kooche mein Ab to har shaam guzarti hai usi kooche mein Ye nateeja hua naseh tere samjhaane ka Aankh saqi ki uthe naam ho paimane ka Koi samjhaaye ye kya rang hai maikhane ka Manzil e gham se guzarna to hai aasan Iqbal Manzil Manzil e gham se guzarna to hai aasan Iqbal Ishq hai naam khud apne se guzar jaane ka Aankh saqi ki uthe naam ho paimane ka Koi samjhaaye ye kya rang hai maikhane ka Koi samjhaaye (c) Universal Music India 2026