Ayyam e Fatima Noha 2026 | Fatima Hu Mai | Ali Hasan Jafar Noha | Bibi Fatima Noha | Noha 2026
Ali Hasan Jafar
0:00 / 0:00
Ayyam e Fatima Noha 2026 | Fatima Hu Mai | Ali Hasan Jafar Noha | Bibi Fatima Noha | Noha 2026
3 173 просмотра · 11 часов назад
Ali Hasan Jafar
34,4 тыс. подписчиков
3 173 просмотра · 11 часов назад
Ayyam e Fatima Noha 2026 | Fatima Hu Mai | Ali Hasan Jafar Noha | Bibi Fatima Noha | Ayyam e Fatmiyah | Noha 2026
Ayyame Fatima New Noha | Noha Bibi Fatima Zahra 2026 | Ayyam e Fatmiyah Noha 2026 | Noha Bibi Fatima | Ayam e Fatima Noha | Ayyame Fatema Noha | New Noha 2026
#alihasanjafar #ayyamefatima2026 #ayamefatimanoha #ayyamefatimiyah #noha2026 #ayyamefatmiya #bibifatimanoha2026 #bibifatimazahra #newnoha2026 #bibifatima #noha
🎥Video Info
Related - Shahadat Bibi Fatima Zahra Noha 2026 | New Noha Ayyam e Fatmiyah 2026-1448 | Ayyam e Fatima 2026
•Title - Fatima(sa) Hu Mai
•Recited & Composed By - Ali Hasan Jafar
•Poetry - Maulana Hasan Raza Banarsi
•Chorus - Khuddam Uz Zahra Team
•Vocal Recording - Ahmad Hussain(Amu Studio)
•Audio Mixing & Mastering - Studio 92
•Cinematography - Rahul Singh (Grafh Agency)
•Video - Mission Of Karbala
Also Watch👇
AYYAM E FATIMA(sa) NOHAY 👇
•Ali Akela Hai
• Ayyam e Fatima Noha | Ali Akela Hai | Ali ...
•Labbaik Fatima(sa)
• Ayam e Fatima Noha 2021 | Labbaik Fatima |...
•Fizza Khayal Rakhna
• Ayam e Fatima Noha 2022 | Fizza Khayal Rak...
•Fatima Sath Nahi Chhor Ke Jana Mera
• Ayyam e Fatima Noha 2023 | Fatima Sath Nah...
• Pasliya'n Roti Rhi
• Ayyam e Fatima Noha 2024 | Pasliya'n Roti ...
•Apke Baad Kaise Jiyenge
• Ayyam e Fatima Noha 2024 | Aap Ke Baad Kai...
Noha Lyrics👇
Ana Bizatun Nabi .....
Fatima Hu Mai....
Kaha Zahra ne ummat se ye rokar Fatima hoon main
Khudara mat jalao tum mera dar Fatima hoon main
Tumhein main kya bataaun kaise darwaza sambhala hai
Main jalte dar ke peeche hoon mera dam ghutne wala hai
Na darwaza girao mere upar Fatima hoon main
Mera dar nazr-e-aatish kar chuke ho ab to ruk jao
Mera Mohsin shikam mein hai zara us par taras khao
Mujhe tum is tarah maaro na thokar Fatima hoon main
Ali e Murtaza ke saamne kis tarah jaaungi
Tamaanche ka nishaan Haider se main kaise chhupaungi
Khuda ka waasta! Maaro na rukh par Fatima hoon main
Mujhe darbaar mein peshi ki khaatir kyun bulaate ho
Main Siddiqah hoon phir bhi tum mujhe jhoota bataate ho
Tumhein maaloom hai Juzw-e-Payambar Fatima
hoon main
Mujhe mehroom rakha meri hi jaageer se tumne
Mere baazu pe maara qabza shamsheer se tumne
Kabhi bhi ye nahi socha hai ruk kar Fatima hoon main
Zaeefon ki tarah har gaam girti hoon sambhalti hoon
Main 18 Baras Me Hi sahaara leke Chalti Hu
Naheef-o-khasta-tan, ranjoor-o-laaghar Fatima hoon main
Mera pehlu shikasta hai, khameeda hai kamar meri
Koi ye keh nahi sakta hai haalat dekh kar meri
Rasool Allah ki ikloti dukhtar Fatima hoon main
Lahad mein Mursale-Haq ko rulaate ho sitamgaaro
Abulhasnain ko qaidi banaate ho sitamgaaro
Karungi bad-dua main ab khule sar Fatima hoon main
Lahad mein chain se rehna mera dushwaar kar daala
Sitamgaaron ne rauza bhi mera mismar kar daala
Hain meri qabr par bas chand patthar Fatima hoon main
Har ek ne zulm dhaaya ae Raza, Khatun-e-Jannat par
Kisi ko bhi taras aaya nahi Zahra ki ghurbat par
Ye kehti reh gayi Bint-e-Payambar Fatima hoon main
🅕🅞🅛🅛🅞🅦 🅤🅢
𝗜𝗻𝘀𝘁𝗮𝗴𝗿𝗮𝗺
@alihasanofficial
/ alihasanofficial
@hasanjafarofficial👇
/ hasanjafarofficial
𝗙𝗮𝗰𝗲𝗯𝗼𝗼𝗸
@AliHasanRizviOfficial
/ alihasanrizviofficial
@HasanJafarOfficial
/ hasanjafarofficial
𝗧𝘄𝗶𝘁𝘁𝗲𝗿
@AliHasanJafar1
🅛🅘🅚🅔-🅒🅞🅜🅜🅔🅝🅣-🅢🅗🅐🅡🅔
00:00 - ayyam e fatima noha 2026
00:25 - bibi fatima noha
1:00 - noha shahadat fatima zehra
1:30 - fatima zahra
2:00 -fatima hu Mai
2:30 - wasiyat e bibi fatima zehra
3:00 - noha 2026
5:00 - ayyam e fatima 2026
6:00 - ayyam e fatmiyah
8:00 - bibi fatima
9:00 - noha