Jumma Special Yakhini Pulao Recipe 😍| बेहद स्वादिष्ट और खुशबूदार यखनी पुलाव | Easy Yakhini Pulao
CookingwithShanaaz
0:00 / 0:00
Jumma Special Yakhini Pulao Recipe 😍| बेहद स्वादिष्ट और खुशबूदार यखनी पुलाव | Easy Yakhini Pulao
44 просмотра · 8 дн. назад
CookingwithShanaaz
559 подписчиков
44 просмотра · 8 дн. назад
Assalamualaikum ❤️
Aaj ke is special Jumma ke din hum lekar aaye hain Ammi ke haathon se bana bahut hi lazeez aur khushbudaar Yakhini Pulao ki recipe. 😍
Yakhini Pulao ek aisi traditional recipe hai jiska taste aur aroma har kisi ko pasand aata hai. Agar aap bhi ghar par restaurant jaisa tasty, khila-khila aur masaledaar Yakhini Pulao banana chahte hain, toh is recipe ko zaroor try karein.
Ammi ne ise bahut hi aasaan tareeke se banaya hai, taaki aap bhi ghar par perfect Yakhini Pulao bana sakein.
Video ko poora dekhiye aur recipe pasand aaye toh LIKE, SHARE aur CHANNEL ko SUBSCRIBE zaroor karein.
#yakhnipualo#pulaorecipe #yakhnipulao #chickenpulao #cooking #cookingvideo #cookingchannel #pulao