Перейти к содержимому

Sochenge Tumhe Pyaar Kare Ke Nahi | सोचेंगे तुम्हें प्यार | Deewana | Rishi Kapoor | Divya Bharti

Shemaroo Romantic Songs

0:00 / 0:00

Sochenge Tumhe Pyaar Kare Ke Nahi | सोचेंगे तुम्हें प्यार | Deewana | Rishi Kapoor | Divya Bharti

63 131 просмотр · 3 года назад
Shemaroo Romantic Songs
3 млн подписчиков
63 131 просмотр · 3 года назад
Watch Superhit Romantic Song Sochenge Tumhe Pyaar Kare Ke Nahi starring Rishi Kapoor & Divya Bharti from the 1992 movie Deewana sung by the great Kumar Sanu Da. Sochenge Tumhe Pyaar Kare Ke Nahi | सोचेंगे तुम्हें प्यार | Deewana | Rishi Kapoor | Divya Bharti Movie: Deewana (1992) Song: Sochenge Tumhe Pyaar Kare Ke Nahi Starcast: Rishi Kapoor, Divya Bharti Singer: Kumar Sanu Lyricist: Sameer Music Director: Nadeem–Shravan Director: Raj Kanwar #kumarsanu #divyabharti #rishikapoor #hindigane #hindisongs #hindiromanticsong #romanticsong #romantichindisongs #lovesong #90shindisongs #90severgreen #evergreenhits #evergreensongs #kumarsanusongs #bollywoodsongs #bollywoodlovesongs Song Lyrics: Sochenge tumhe pyaar karein ke nahin Sochenge tumhe pyaar karein ke nahin Ye dil beqaraar karein ke nahin Khwaabon mein chhupaaya tumko Yaadon mein basaaya tumko Khwaabon mein chhupaaya tumko Yaadon mein basaaya tumko Miloge hamein tum jaanam kahin na kahin Sochenge tumhe pyaar karein ke nahin Ye dil beqaraar karein ke nahin Tum ho khilta mehka sa kamal Tum ho khilta mehka sa kamal Hum jo gaayen tum ho voh ghazal Kamsin bhola sa mukhda Lagti ho chaand ka ik tukda Hum kitni taareef karein Dekhke tumko aahen bharein Tumsa nahin hai koipyara Sanam pyara sanam Sochenge tumhe pyaar karein ke nahin Ye dil beqaraar karein ke nahin Jis din tum ko dekhegi nazar Jis din tum ko dekhegi nazar Jaane dil pe hoga kya asar Rakhenge tumko nigaahon meikn Bhar lenge tumhe baahon mein Zulfon ko ham suljhayenge Ishq mein duniya bhula denge Ye beqaraari ab to hogi na kum hogi na kum Sochenge tumhe pyaar karein ke nahin Ye dil beqaraar karein ke nahin Khwaabon mein chhupaaya tumko Yaadon mein basaaya tumko Khwaabon mein chhupaaya tumko Yaadon mein basaaya tumko Miloge hamein tum jaanam kahin na kahin Sochenge tumhe pyaar karein ke nahin Ye dil beqaraar karein ke nahin Hey..hey..la..la..la.. Pls subscribe to our channel:    / @shemaroo.romanticsongs   Follow us on: Facebook - Follow us on   / shemaroofilmigaane   Twitter -   / filmigaane   Instagram - https://www.instagram.com/shemaroofil...