Перейти к содержимому

जब जब देखूं मैं तेरी तरफ 4K Hindi Song | Takkar (1980) | Jeetendra, Jaya Prada | Evergreen 80s Song

Sunhare Filmi Gaane

0:00 / 0:00

जब जब देखूं मैं तेरी तरफ 4K Hindi Song | Takkar (1980) | Jeetendra, Jaya Prada | Evergreen 80s Song

54 200 просмотров · 4 нед. назад
Sunhare Filmi Gaane
9,13 тыс. подписчиков
54 200 просмотров · 4 нед. назад
A beautiful romantic duet from the 1980s, “Jab Jab Dekhun Main Teri Taraf” brings together the legendary voices of Kishore Kumar and Lata Mangeshkar. From Takkar (1980), the song features the memorable music of R. D. Burman and the on-screen pairing of Jeetendra and Jaya Prada. 🎬 Movie: Takkar (1980) 🎶 Song: Jab Jab Dekhun Main Teri Taraf 🎤 Singers: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar ✍️ Lyricist: Anand Bakshi 🎼 Music Director: R. D. Burman 🎭 Featuring: Jeetendra, Jaya Prada 🎥 Director: K. Bapaiah Enjoy this evergreen romantic melody and relive the nostalgic charm of classic 1980s Bollywood music. ❤️ Lyrics: Jab Jab Dekhu Mai Teri Taraf - जब जब देखूं मैं तेरी तरफ jab jab dekhu mai teri taraf dil dhak se dhadak jata hai aati hai udke ek chingari shola bhadak shola bhadak jata hai are jab jab dekhu mai teri taraf dil dhak se dhadak jata hai aati hai udke ek chingari shola bhadak jata hai jab jab dekhu mai teri taraf dil dhak se dhadak jata hai phulo ki rut me tu kanta banke tu kanta banke khatak jata hai ho jab jab dekhu mai jab bhi tera nam leta hu mai kitne paigam deta hu jab bhi tera nam leta hu mai kitne paigam deta hu kahti hai kya kya ye meri aankhe karta hu kitni aankho se bate ye pyar mera jane kaha raste me atak jata hai aati hai udke ek chingari shola bhadak jata hai are jab jab dekhu mai kya pyar aise diwane ka jutha tu sare jamane ka kya pyar aise diwane ka jutha tu sare jamane ka dekhe kabhi na surat tu meri dekhu kabhi na surat mai teri par kya karu mai aachal nigoda sar se sarak jata hai phulo ki rut me tu kanta banke tu kanta banke khatak jata hai ho jab jab dekhu mai ye pyar hai ek lamba safar tujhko pata kya o bekhabar ye pyar hai ek lamba safar tujhko pata kya o bekhabar lambe safar ko chota banade manjil ka mujhko raasta bata de dil se nikalta hai rasta jo wo dil talak jata hai aati hai udke ek chingari shola bhadak jata hai jab jab dekhu mai teri taraf dil dhak se dhadak jata hai phulo ki rut me tu kata banke tu kata banke khatak jata hai #JabJabDekhunMainTeriTaraf #जबजबदेखूंमैंतेरीतरफ #Takkar1980 #Takkar #KishoreKumar #LataMangeshkar #RDBurman #AnandBakshi #Jeetendra #JayaPrada #80sSongs #OldHindiSongs #EvergreenSongs #ClassicBollywood #HindiSongs