Deewana main Yeshua Ka | Joseph Raj Allam | Christian Hindi Hit Song
ElectroWorship
0:00 / 0:00
Deewana main Yeshua Ka | Joseph Raj Allam | Christian Hindi Hit Song
273 629 просмотров · 8 мес. назад
ElectroWorship
2,38 тыс. подписчиков
273 629 просмотров · 8 мес. назад
Lyrics:
Pre-Chorus:
Deewana, main Yeshu ka
Mere honthon pe uska hi naam
Deewana, main Yeshu ka
Uske pyaar mein dooba hua
Deewana, main Yeshu ka
Mere honthon pe uska hi naam
Deewana, main Yeshu ka
Uske pyaar mein dooba
Main khoya, main zinda rahoon
Chorus:
Yeshu ka aa aa aa aa aa
Main deewana aa aa aa aa
Yeshu ka aa aa aa aa aa
Main deewana...
Verse 1:
Teri baaton ko sunta rahoon
Apni manmaani ab na karoon
Ab na daayein, na baayein mudoon
Tere pyaar mein dooba rahoon
Verse 2:
Tujhe chhod ke jaaun kahaan
Jahaan dekhoon tu hi hai wahaan
Yeshu, tujh mein hi milta sukoon
Tere pyaar mein dooba rahoon
Bridge:
Khoya tha main, bhatka tha main
Maaf karke, ghar le aaya
Apni pehchaan, mujhko dekar
Apna beta, mujhko kehlaaya