DASTAN E KARBALA: IMAM HUSSAIN KA SABR AUR QURBANI #islamichistory #ai
Official Azam Ahmed
0:00 / 0:00
DASTAN E KARBALA: IMAM HUSSAIN KA SABR AUR QURBANI #islamichistory #ai
10 429 просмотров · 5 дн. назад
Official Azam Ahmed
141 подписчик
10 429 просмотров · 5 дн. назад
Waqiya-e-Karbala tareekh-e-Islam ka wo azeem waqiya hai jisme Hazrat Imam Hussain (R.A.) aur unke 72 jaanisar sathiyo ne batil ke samne jhukne se inkar kiya aur haq ki khatir azeem qurbani pesh ki.
Is film me Madina se Karbala tak ka pura safar, Kufa ke halat, Hazrat Muslim bin Aqeel ki shahadat, aur Maidan-e-Karbala me paani ki bandish se lekar shahadat tak ke tamam ehem waqiyat ko nihayat sanjeedgi aur tehqeeq ke sath bayan kiya gaya hai.
Video ko aakhir tak dekhein aur comments me apni raye zaroor share karein. Agar video pasand aaye to like, share aur channel ko subscribe zaroor karein!
#Karbala #WaqiyaEKarbala #ImamHussain #KarbalaMovie #IslamicHistory #IslamicVideo #Muharram #History #AI