Raj Dulhara Zahra (sa) Ka | Fedayan E Mahdi (ajtfs) | Hussaini Dalan | 25th muharram Shabedari
Azadar
0:00 / 0:00
Raj Dulhara Zahra (sa) Ka | Fedayan E Mahdi (ajtfs) | Hussaini Dalan | 25th muharram Shabedari
5 756 просмотров · 5 л. назад
Azadar
2,93 тыс. подписчиков
5 756 просмотров · 5 л. назад
Noha : Raj Dulhara Zahra (sa) Ka
Noha Khuwan : Syed Najib Ali
Syed Taleb Hussain Aun
Syed Samir Ali
Farhan Ali
Mohammad Jahid Irfan
Facebook Page : / azadar.bd
Orginal : • Nawha 2020 | RAJ DULARA ZAHRA(sa) KA | Fed...
●● NOHA LYRICS ● ●
Raaj Dulara Zahra(sa) ka___ Mehman Bankar Aaya Hai (2)
Shaan Naya Mehmani ka___Kuffar Ka Lashkar Laaya Hai (2)
Kaise Thay Wo Musalmano__ Kayse Thay Wo Kalmagoh (2)
Apne Nabi Ke Nawase Ko__ Rakkha Bhuka Pyaasa Hai (2)
Kufiyo ne Kis Darja__ Dekho Dagabazi Hai Kiyaa (2)
Haaye Woh Muslim Ibn Aqeel__ Tanhaa Galiyo Mei Firte Hai (2)
Ghar Me Nahi Aab-o-Dana__ Bachche Pyaas Se Marte Hai (2)
Kunba Ali Ka Dekho Toh __Kis Haalat Mei aaya Hai (2)
Sheh Ne Sawaal-e-Aab Kiya__ Teer-e-Sitam Zalim Ne Kiya (2)
Sheesh Mahay Ko Istarha__Neher Kiya Kya Jaata Hai (2)
Haaye Waafa Daari Dekho__ Neher Pe Aaye Tanha Jari (2)
Mashq-e-Sakina Ke Badlay__ Shaano Ko Katwaaya Hai (2)
Abdullah Ki Shaadi Hai__ Mehendi Hai Na Sharbat Hai (2)
Khoon Lagakar Hatho Mei__Dulha Ran se Aaya Hay (2)
Haye Shabihe Payamber Ko__ Qatl Musalmano Ne Kiya (2)
Ummat Khud Ko Nabi Ka Woh__Fir Kaise Kehlata Hai (2)
Zinda Hai Deen-e-Ahmad__ Kehdo Fedayan-e-Mahdi (2)
Qurbani Sheh Ka Dekho__Kaisa Rang Yeh Laaya Hay (2)