Discovering Bahawalpur Zoo’s Best-Kept Secrets | Animal Lovers’ Guide
Ahsan Bhai
0:00 / 0:00
Discovering Bahawalpur Zoo’s Best-Kept Secrets | Animal Lovers’ Guide
265 просмотров · 1 г. назад
Ahsan Bhai
618 подписчиков
265 просмотров · 1 г. назад
Assalamualaikum doston!
Aaj ke vlog mein hum le kar aaye hain aapko ek historic safar par — Bahawalpur Zoo, jise 1942 mein Nawab Sir Sadiq Muhammad Khan Abbasi ne banwaya tha. Yeh sirf ek zoo nahi, balkay ek tareekhi virsa hai jahan har janwar, har deewar, aur har kone mein aik kahani chhupi hai.
Is vlog mein aap dekhein ge:
• Sher aur Tigers ka kareebi manzar
• 1942 se 2025 tak ka safar
• Zoological Museum aur Mummy Lion
• Rare birds & animals
• Aur woh sab kuch jo aap ne shayad kabhi nahi dekha!
Yeh vlog un sab logon ke liye hai jo Pakistan ki khoobsurat history, wildlife aur culture se mohabbat karte hain. Agar aap Bahawalpur ya aas paas ke shehron se hain, to yeh jagah zaroor dekhiye!
Like | Share | Subscribe
Agar video pasand aaye to comment mein zaroor batayen aapka favourite moment kaunsa tha!
#Bahawalpur
#PunjabPakistan
#YouTubeVlogger
#PakistanTourism
#PakistanZindabad
#PakistaniVlogger
#HistoricalPlaces
#ContentCreator
#AdventureVlog
#bahawalpurzoo
#ZooOfMemories
#JanwaronKiKahani
#EyesOfTheWild
#AnimalEmotions
#BahawalpurDiaries
#ZooOfNawab
#AndroonBahawalpur
#WalkingThroughTime
#JourneyNotJustVisit