Shammi Kapoor & Sharmila Tagore Romantic Song❤️: दीवाने का नाम तो पूछो | Mohammed Rafi Hits
4K Bollywood Hit Gaane
0:00 / 0:00
Shammi Kapoor & Sharmila Tagore Romantic Song❤️: दीवाने का नाम तो पूछो | Mohammed Rafi Hits
6 575 просмотров · 4 дн. назад
4K Bollywood Hit Gaane
3,01 тыс. подписчиков
6 575 просмотров · 4 дн. назад
Shammi Kapoor & Sharmila Tagore Romantic Song❤️: दीवाने का नाम तो पूछो | Mohammed Rafi Hits
Song Credits ✔️
Song : Deewane Ka Naam To Poochho
Movie : An Evening In Paris (1967).
Singer : Mohammed Rafi
Director : Shakti Samanta
Music Director : Shankar Jaikishan
Lyricist : Shailendra
Star Cast : Shammi Kapoor, Sharmila Tagore, Rajendranath,
K.N.Singh, Pran, David, Madan Puri, Sarita Dhillon
Lyrics of Deewane Ka Naam To Poochho :
Deewane ka naam toh poocho
Pyar se dekho kaam toh poocho
Chahe phir na milna
Arre chahe phir na milna
Deewane ka naam toh poocho
Pyar se dekho kaam toh poocho
Chahe phir na milna
Arre chahe phir na milna
Gussa chhodo baat ko maano
Is bande ko apna jaano
Door se dhokha haan ho sakta tha haan
Door se dhokha ho sakta tha
Paas ho ab toh ab pehchano
Deewane ka naam toh poocho
Pyar se dekho kaam toh poocho
Chahe phir na milna
Arre chahe phir na milna
Hat gaya akhir bharam ka saaya
Ab samjha main ab yaad aaya
Khwaab mein tumko aksar dekha
Khwaab mein tumko aksar dekha
Aaj mujassim saamne paaya
Deewane ka naam toh poocho
Pyar se dekho kaam toh poocho
Chahe phir na milna
Aji chahe phir na milna
Yeh Paris ki shaam suhani
Pyar ki nagri roop ki rani
Banke rahega haan koi afsana haan
Banke rahega koi afsana
Khilke rahegi koi kahani
Deewane ka naam toh poocho
Pyar se dekho kaam toh poocho
Chahe phir na milna
Aji chahe phir na milna
Deewane ka naam toh poocho
Pyar se dekho kaam toh poocho
Chahe phir na milna
Arre chahe phir na milna