शीश हो या दिल आखिर टूट जाता है।।
Sad Life Official
0:00 / 0:00
शीश हो या दिल आखिर टूट जाता है।।
314 просмотров · 10 дн. назад
Sad Life Official
37 подписчиков
314 просмотров · 10 дн. назад
“Sheesha Ho Ya Dil Ho” is a beautiful and emotional song that captures the pain of a heart that has been hurt. Sung by the legendary Lata Mangeshkar, with soulful music by Laxmikant–Pyarelal and meaningful lyrics by Anand Bakshi, the song beautifully expresses love, sadness and heartbreak. On screen, Reena Roy’s graceful performance and emotional expressions make the song even more touching. It is a timeless melody that continues to connect with listeners and touch hearts even today.
🎭 Film Cast: Jeetendra, Reena Roy, Rameshwari, Girish Karnad, Sulochana & Others.
🎶 Song: Sheesha Ho Ya Dil Ho Aakhir Toot Jata Hai (शीशा हो या दिल हो आख़िर टूट जाता है)
🎤 Singers : Lata Mangeshkar
🎬 Movie: Aasha (1980)
🎼 Music Director : Laxmikant Pyarelal
✍️ Lyricist : Anand Bakshi
#latamangeshkar #reenaroy #sadsong #hindisong #bollywoodsongs #oldhindisongs
Lyrics Of : Sheesha Ho Ya Dil Ho Aakhir toot jata hai (शीशा हो या दिल हो आख़िर टूट जाता है)
sheesha ho ya dil ho shisha ho ya dil ho
aakhir tut jata hai tut jata hai tut jata hai
lab tak aate aate hatho se sagar chut jata hai
chut jata hai chut jata hai
sheesha ho ya dil ho aakhir tut jata hai
bafi bas arman nahi kuchh milna aasan nahi
duniya ki majburi hai phir taqdir jaruri hai
ye jo dushman hai aise dono razi ho kaise
ek ko manao to duja ruth jata hai
ruth jata hai ruth jata hai
sheesha ho ya dil ho aakhir tut jata hai
baithe the kinare pe maujo ke ishare pe
baithe the kinare pe maujo ke ishare pe
ham khele tufano se is dil ke armano se
hamko ye malum na tha koyi sath nahi deta
koyi sath nahi deta
majhi chhod jata hai saahil chut jata hai
chut jata hai chut jata hai
sheesha ho ya dil ho shisha ho ya dil ho
aakhir tut jata hai tut jata hai tut jata hai
sheesha ho ya dil ho
duniya ek tamasha hai aasha aur nirasha hai
thode phul hai kante hai jo taqdir ne bante hain
apna apna hissa hai apna apna kissa hai
koi lut jata hai koi lut jata hai
lut jata hai lut jata hai
sheesha ho ya dil ho aakhir tut jata hai
tut jata hai tut jata hai tut jata hai
lab tak aate aate hatho se sagar chhut jata hai
chhut jata hai chut jata hai shisha ho ya dil ho