Перейти к содержимому

MF900🛼ki speed sambhali nahi gayi aur Emergency Landing ho gayi! 🚀💥(Mf900)#Inline skating #Vexlyth

VexLyth

0:00 / 0:00

MF900🛼ki speed sambhali nahi gayi aur Emergency Landing ho gayi! 🚀💥(Mf900)#Inline skating #Vexlyth

130 просмотров · 13 дн. назад
VexLyth
301 подписчик
130 просмотров · 13 дн. назад
Hey guys 👋 ................ Aaj socha tha ekdum smooth cruising karunga... par kismat ko kuch aur hi manzoor tha! Road se seedhe off-roading par landing kar di! 🛼💥🚜 Bhai sahab, skates par speed thodi zyada kya badhi, road ki boundary hi khatam ho gayi! Pata hi nahi chala ki main skating kar raha tha ya khet/mitti mein tractor chala raha hoon! 😂 Ek second ke liye laga ki bas ab sidhe seedhe gravitational pull ke sath zameen ke andar chale jayenge. 💀 110mm ke wheels aur speed ka nateeja yeh nikla ki road choti pad gayi aur main "Extreme Off-Road Skater" ban gaya! Aap log batao... Kya aapke sath bhi kabhi aisi achanak 'Emergency Landing' hui hai ya main hi akela khiladi hoon? Comment mein zaroor batao! 👇 Is beizzati aur epic off-roading crash par ek LIKE toh banta hai, aur aise hi mazedaar stunts ke liye channel ko SUBSCRIBE kar lo! 😉👇 links :- mf900 :- https://www.decathlon.in/p/8738700/ad... skating guard :- https://dl.flipkart.com/s/SetziFuuuN Connect with me: 👉 Instagram: 👉 Share this video with that friend who thinks skating is easy! Viral tags:- #skatingfail #offroadskating #crash #oxelomf900 #skatelife #funnyfails #youtubeshorts #viralshorts #trending #skating