Перейти к содержимому

Imam Sahab Ki Biwi Ke Intiqal Ke Baad Maulana Aamir ka 1st Interview with Zohan Salaar

Rushaida Fatima

0:00 / 0:00

Imam Sahab Ki Biwi Ke Intiqal Ke Baad Maulana Aamir ka 1st Interview with Zohan Salaar

1 103 просмотра · 3 дня назад
Rushaida Fatima
9,13 тыс. подписчиков
1 103 просмотра · 3 дня назад
Imam Sahab Ki Biwi Ke Intiqal Ke Baad Maulana Aamir ka 1st Interview with Zohan Salaar Dafan ke baad Molana Aamir ka rona... Aaj ka ye video har ek insaan ka dil tod dega. Kuch hi din pehle jin Molana Aamir ki aheliya ke ilaj aur tumor ke operation ke liye poore desh ne dua ki thi, aaj wo is fani duniya ko chhod kar chali gayi hain. Neepal mein ek pyare se bete ko janam dene ke kuch hi dino baad unki aheliya ka inteqal ho gaya. Aheliya ko apne haathon se qabar mein utaarne ke fawran baad, Zohan Salaar ke sath Molana Aamir Sahib ka ye pehla aur sabse ghamgeen interview samne aaya hai. Ek taraf rfeeq-e-hayat ko khone ka gham aur doosri taraf ek chote se masoom bachhe ki zimmedari... unka ye dard dekha nahi ja raha. Jis ghar mein bacche ki aane ki khushi thi, wahan aaj maatam hai. Aap sabhi naazreen se ilteja hai ke Molana Aamir Sahib ki aheliya ki maghfirat ke liye dua zaroor karein. Allah Ta'ala marhooma ko Jannat-ul-Firdaus mein aala maqaam ata farmaye aur Molana Aamir ko sabr-e-jamil de. Aameen. #MolanaAamir #ZohanSalar #SadNews #EmotionalStory #MolanaAamirVideo #Janaza #ViralNews #RIP