✨ Navratri Ashtami Vlog ❤️ | Childhood Memories Unlock Ho Gayi! 🥹🌸
TAV Tales
0:00 / 0:00
✨ Navratri Ashtami Vlog ❤️ | Childhood Memories Unlock Ho Gayi! 🥹🌸
67 просмотров · 2 нед. назад
TAV Tales
558 подписчиков
67 просмотров · 2 нед. назад
😂❤️ Bachpan mein hum gifts lene jaate the, aur ab hum khud aunty-uncle banke bachchon ko gifts de rahe hain! 🥹😂
Navratri Ashtami par childhood memories unlock ho gayi… pehle hum chhote the, ab hum bade ho gaye aur pata bhi nahi chala kab aunty-uncle wali category mein aa gaye! 😭🤣
Bachchon ko gifts diye, bhai ke saath masti ki aur fried rice-Manchurian khaake din enjoy kiya! 😂❤️
Bachpan gaya nahi hai, bas ab hum aunty-uncle ban gaye hain! 🤣🫶🏻
#NavratriAshtami #KanyaPujan #FamilyVlog #HinglishVlog #ChildhoodMemories #FunnyFamilyMoments #DailyVlog