यक्षिणी और पिशाचिनी का सामना हुआ | Yakshini vs Pishachini
Puneet Bhai
0:00 / 0:00
यक्षिणी और पिशाचिनी का सामना हुआ | Yakshini vs Pishachini
20 763 просмотра · 1 день назад
Puneet Bhai
476 тыс. подписчиков
20 763 просмотра · 1 день назад
यक्षिणी और पिशाचिनी का सामना हुआ | Yakshini vs Pishachini
Ek hi jungle mein agar ek taraf ho ek khaufnaak Pishachini… aur doosri taraf ho ek rahasyamayi Yakshini, toh kya hoga?
Kya in dono shaktiyon ka saamna kabhi hua hoga? Aur agar hua… toh jungle mein aakhir aisa kya hua ki aaj wahan sirf sannata reh gaya?
Ek Aghori, ek rahasyamayi jungle aur do aisi supernatural shaktiyan jinke baare mein sochna bhi dara de…
Is baar ki kahani sirf ek bhoot ki nahi… balki do khaufnaak supernatural beings ke beech ke ek aise raaz ki hai, jiska jawab kahani ke aakhir tak nahi milega.
Headphones lagaiye, lights off kijiye… aur taiyaar ho jaiye ek dark, mysterious aur terrifying horror experience ke liye.
PuneetSway Channel
@PuneetSway
Instagram
/ puneetsway
Music - @co.agmusic
@incompetech_kmac