Baba Chilasi Full Documentary in Urdu | Molana Ghulam Nasiruddin Life Story
Shajar TV
0:00 / 0:00
Baba Chilasi Full Documentary in Urdu | Molana Ghulam Nasiruddin Life Story
4 615 просмотров · 1 г. назад
Shajar TV
13,1 тыс. подписчиков
4 615 просмотров · 1 г. назад
Baba Chilasi Full Documentary in Urdu | Molana Ghulam Nasiruddin Life Story
Ye documentary Baba Chilasi yani Molana Ghulam Nasiruddin ki zindagi, ilm, shayari aur tasawwuf par mabni hai.
Unka asal naam Ghulam Nasiruddin tha aur wo Chilas (Gilgit Baltistan) se taluq rakhte thay.
Unhon ne Urdu, Farsi, Arabi, Pashto aur Sheena zabanon me shayari ki.
Is video me unki zindagi ka safar, taleem, tasaneef aur waqat wafat tak ki kahani shamil hai.
Agar aap ilm, adab aur islami tareekh se mohabbat rakhte hain to ye documentary zaroor dekhein.
Like, Comment aur Share zaroor karein.
🔔 Channel ko Subscribe karna na bhoolein.
#BabaChilasi
#MolanaGhulamNasiruddin
#FullDocumentary
#ChilasiBaba
#UrduDocumentary
#GilgitBaltistan
#IslamicScholar
#UrduShayari
#LifeStory
#Tasawwuf