bike se kabhi nahi jaungi 🏍️❌ | Noorazofficial 💫
Nooraz_Official
0:00 / 0:00
bike se kabhi nahi jaungi 🏍️❌ | Noorazofficial 💫
18 869 просмотров · 7 ч назад
Nooraz_Official
21,8 тыс. подписчиков
18 869 просмотров · 7 ч назад
Toh aaj ki video mein maine poore ghar aur kitchen ki deep cleaning kar di, naya wash basin pipe bhi lagaya aur saf-safai ki. Uske baad Mayra aur mamma drawing bana rahe the toh unke sath masti hui. Phir hum log bike se Malad se Churchgate gaye jo yahan se bahut door tha, aur is wajah se Yusuf ke abba ki kamar aur sar mein dard ho gaya aur woh gusse mein aa gaye. Tab mujhe realize hua ki mujhe unhe itni door bike se jaane ke liye kehna hi nahi chahiye tha, aur maine decide kiya ki aaj ke baad main itni door kabhi bike se nahi jaungi.
#DeepCleaning #MumbaiVlog #DailyVlog #FamilyTime #LifeLessons #ChurchgateRide #HomeCleaning #VlogLife
For collaboration contact me on nooraz1022@gmail.com
Instagram id nooraz.1809