Перейти к содержимому

Ghar ki shifting krna asaan ni hai AJ kal meri masroofiyat kiya hai,???

Muatter Mohsin

0:00 / 0:00

Ghar ki shifting krna asaan ni hai AJ kal meri masroofiyat kiya hai,???

13 468 просмотров · 3 ч назад
Muatter Mohsin
159 тыс. подписчиков
13 468 просмотров · 3 ч назад
Alhamdulillah ❤️ Finally hamari shifting shuru ho gayi hai! 🏡 Purane ghar se naye ghar mein jaane ki tayariyan, har taraf bikhra hua samaan aur ghar ka solar utarne ka kaam… sab kuch aapke saath share kiya hai. Saath hi aapko bataya hai ke ab hum is purane ghar ka kya karenge? Rent par denge, sell karenge ya phir kuch aur faisla hoga? Yeh sab waqt ke saath pata chalega. 🤍 Duaon mein yaad rakhiye ga aur hamare naye safar ke liye dua zaroor kijiyega. ❤️ Video ko like karein, channel ko subscribe karein aur comments mein apni rai zaroor dein. 🥰 #HouseShifting #GharKiShifting #FamilyVlog