Ayyam E Fatima Noha 2026 | Ro Ro Ke Qabr E Zehra sa | Abbas Ali Aarfi Nohay | Bibi Fatima Noha 2026
Abbas Ali Aarfi
0:00 / 0:00
Ayyam E Fatima Noha 2026 | Ro Ro Ke Qabr E Zehra sa | Abbas Ali Aarfi Nohay | Bibi Fatima Noha 2026
26 543 просмотра · 2 дн. назад
Abbas Ali Aarfi
14,2 тыс. подписчиков
26 543 просмотра · 2 дн. назад
Bibi Fatima Noha 2026 | Ro Ro Ke Qabr E Zehra Haider Bana Rahe hain | Ayyam E Fatima Noha 2026 | Abbas Ali Aarfi Nohay 2026 | Shahadat Bibi Fatima Noha 2026 | Ayyam E Fatmiyah Noha
#BibiFatimaNoha2026 #AyyamEFatimaNoha2026 #ShahadatBibiFatima #AbbasAliAarfi #AyyamEFatmiyah #RoRoKeQabrEZehra #FatimaZahra #Noha2026 #Nohay2026 #AyyamEFatima
This emotional Shahadat Bibi Fatima Noha 2026 remembers the immense sorrow surrounding the shahadat of Syeda Bibi Fatima Zahra (SA). The kalam reflects the grief of Maula Ali (AS) and the sorrow of the Ahlulbayt (AS), bringing the message of their sacrifice and the remembrance of Bibi Fatima Zahra (SA) to the hearts of azadars.
If you are searching for Bibi Fatima Noha 2026, Ayyam E Fatima Noha 2026, Ayyam E Fatmiyah Noha, or Abbas Ali Aarfi Nohay 2026, listen to this soulful noha and remember the shahadat of Bibi Fatima Zahra (SA) during Ayyam-e-Fatimiyyah.
➽ Subscribe ➽ / @abbasaliaarfi Stay updated!
►Video Credits :-
►Title | Ro Ro Ke Qabr E Zehra Haider Bana Rahe Hain
►Reciter | Abbas Ali Aarfi
►Poet | Janab Nawaz Aarfi
►Audio Mixed & Mastered by | RTS - Raza Tirmazi
►Chorus | Rizwan Mirza Team
►Video | Azadari Chitora
►Creatives | Azmat Hyder
►SEO | Syed Zaki Raza
►Digital Partner | RhythmReach
►Releted | Ayyam E Fatima Noha 2026, Noha Bibi Fatima Noha 2026 (1448 Hijri)
Special Thanks to Janab Waiz Sultanpuri sahab.
Noha Lyrics :-
Andheri Raat Hai, Bint-e-Nabi Ki Mayyat Hai
Khuda Ka Sher Hai, Bachche Hain Aur Ghurbat Hai
Laraz Rahi Hai Zameen, Aasmaan Rota Hai
Lehad Batool Ki Banti Hai, Ek Qayamat Hai
Ro Ro Ke Qabr-e-Zahra Haider Bana Rahe Hain
Ghurbat Pe Fatema Ke Aansoo Baha Rahe Hain
Ghurbat Hai, Bekasi Hai, Har Simt Hai Andhera
Ruk Ruk Ke Khodte Qabr-e-Batool Maula
Shabbir Aur Shabbar Mitti Hata Rahe Hain
Ghurbat Pe Fatema Ke Aansoo Baha Rahe Hain
Haider Ke Dil Pe Khanjar Sadmon Ka Chal Raha Hai
Lagta Hai Ab Ali Ka Bhi Dam Nikal Raha Hai
Yun Bailcha Zameen Ke Upar Chala Rahe Hain
Ghurbat Pe Fatema Ke Aansoo Baha Rahe Hain
Hoti Hai Aaj Larzish Khaibar Shikan Ke Tan Mein
Kaisa Ye Waqt Aaya, Quwwat Nahi Badan Mein
Uthte Nahi Hain Baazu, Lekin Utha Rahe Hain
Ghurbat Pe Fatema Ke Aansoo Baha Rahe Hain
Zahra Ki Pasliyon Ke Tukde Jab Se Dekha
Bheega Hai Aansuon Se Sher-e-Khuda Ka Chehra
Aankhon Se Ashk Gir Kar Seene Tak Aa Rahe Hain
Ghurbat Pe Fatema Ke Aansoo Baha Rahe Hain
Hai Aaj Murtaza Ke Upar Badi Qayamat
Qabr-e-Batool Inse Banwa Rahi Hai Qismat
Mitti Mein Sayyeda Ko Dafnaane Ja Rahe Hain
Ghurbat Pe Fatema Ke Aansoo Baha Rahe Hain
Bachchon Ko Maa Ki Soorat Dikha Rahe Hain Haider
Aur Aakhri Ziyarat Karwa Rahe Hain Haider
Rukh Se Kafan Hata Kar Chehra Dikha Rahe Hain
Ghurbat Pe Fatema Ke Aansoo Baha Rahe Hain
Hasnain Maa Ke Gham Mein Karte Aah-o-Zaari
Badhti Hi Ja Rahi Hai Dono Ki Beqaraari
Seene Se Laadlon Ko Maula Laga Rahe Hain
Ghurbat Pe Fatema Ke Aansoo Baha Rahe Hain
Maula Ne Sayyeda Ko Jab Qabr Mein Utaara
Mehboob-e-Kibriya Ko Rote Hue Pukaara
Haathon Ko Mustafa Ke Jis Dam Ali Ne Dekha
Sarkar-e-Do-Jahan Se Karne Laga Ye Naala
Ye Gham Kabhi Bhi Mere Dil Se Juda Na Hoga
Ummat Ne Fatema Ko Tadpa Ke Maar Daala
Lauta Raha Hoon Aaqa, Main Aapki Amaanat
Zahra Ko Zaalimon Ne Di Hai Badi Aziyat
Kaise Bayaan Karun, Mujh Mein Nahi Hai Himmat
Beti Se Pooch Lena, Khud Pasliyon Ki Haalat
Qismat-Nawaaz, Kaisi Manzil Pe Laake Aayi
Ro Ro Ke Qabr-e-Zahra Haider Ne Khud Banaayi
Lekin Nishaan-e-Turbat Khud Mita Rahe Hain
Ghurbat Pe Fatema Ke Aansoo Baha Rahe Hain
00:00 - Ayyam E Fatima Noha 2026
01:00 - Bibi Fatima Noha 2026
02:00 - Ayyam E Fatmiyah Noha
03:00 - Tadfeen bibi Fatima
04:00 - Noha Bibi Fatima
05:00 - New Noha Bibi Fatima
06:00 - New noha Ayyam E Fatima 2026
Connect with Abbas Ali Aarfi :-
Instagram: / abbas_aliaarfi
Facebook: / abbasaliarfiofficial
Spotify: https://open.spotify.com/artist/4AVvk...
Apple Music: / abbas-ali-aarfi