My Intention Was to Explore All of Karbala in One Video ❤️ | Ziyarat Vlog | Part 01
Biloti Passenger
0:00 / 0:00
My Intention Was to Explore All of Karbala in One Video ❤️ | Ziyarat Vlog | Part 01
103 просмотра · 1 месяц назад
Biloti Passenger
1,73 тыс. подписчиков
103 просмотра · 1 месяц назад
🌹 Karbala Ziyarat Vlog | Part 01 🌹
Aaj ke is khaas vlog ka aaghaz Janab-e-Aun (ع) ki Mazar-e-Muqaddasa se kiya, aur phir hum ne Karbala-e-Mualla ki tamam aham ziyaraat ka safar kiya. ❤️🩹
Is ek hi video mein aapko Karbala ki mukammal ziyaraat aur mashhoor maqamaat explore karne ka mauqa milega. 🕌✨
Yeh hai Part 01 — Karbala ke roohani safar ki ek khoobsurat jhalak.
Part 02 bhi jald aayega, jismein mazeed ziyaraat aur safar aapke saath share karenge. ❤️
Video ko Like 👍, Share 🔄 aur Channel ko Subscribe ❤️ zaroor karein.
Ya Hussain (ع) ❤️
Ya Abbas (ع) 🏴
Karbala Hamesha Dil Mein ❤️
🌹 Karbala Ziyarat Vlog | Part 01 🌹
Is vlog ka aaghaz Janab-e-Aun (ع) ki Mazar-e-Muqaddasa se hua. Janab-e-Aun (ع) ki ziyarat ke baad hum Karbala-e-Mualla ki taraf rawana hue.
Karbala pohanchte hi sab se pehle Bibi Sakina/Sukaina (س) ki Ziyarat ki, phir hum ne Karbala ke mukhtalif muqaddas maqamaat ki ziyarat karwai.
📍 Maqam-e-Zafar Jinn
📍 Maqam-e-Shehzada Ali Asghar (ع)
📍 Maqam-e-Shehzada Ali Akbar (ع)
📍 Haram-e-Mola Abbas (ع)
📍 Mola Abbas (ع) ke dono Bazoo ki Ziyarat
📍 Maqam-e-Fiza ki Ziyarat
Is vlog mein koshish ki hai ke Karbala ki ziyaraat ko ek hi video mein mukammal explore kiya jaye aur aapko in muqaddas maqamaat ki ziyarat ka roohani safar ghar baithe dikhaya ja sake. ❤️
Yeh Part 01 hai. Karbala ke is safar ki mazeed ziyaraat aur khoobsurat manazir Part 02 mein InshaAllah aapke saath share kiye jayenge.
Video pasand aaye to Like 👍 | Share ❤️ | Subscribe 🔔 zaroor karein.
🤲 Allah Pak hum sab ko Karbala ki ziyarat naseeb farmaye.
Ya Hussain (ع) ❤️ | Ya Abbas (ع) 🏴
#Karbala #KarbalaVlog #KarbalaZiyarat #Ziyarat #KarbalaSharif #ImamHussain #ImamHussainAS #YaHussain #YaAbbas #JanabEAun #AunOinMuhammad #MolaHussain #BibiZainab #Karbala2026 #IraqZiyarat #IraqVlog #ZiyaratVlog #KarbalaTour #KarbalaTrip #IslamicVlog #ShiaVlog #Muharram #Ashura #KarbalaLive #KarbalaMaa #Part1 #ViralVlog #ViralVideo #Trending #FYP #ForYou #ExplorePage #Reels