🚨 SCE Registration 2026: Pakistan Ki Kaunsi Degree Saudi Mein Engineer Banati Hai? Complete Guide
Nadeem Saabir
0:00 / 0:00
🚨 SCE Registration 2026: Pakistan Ki Kaunsi Degree Saudi Mein Engineer Banati Hai? Complete Guide
1 480 просмотров · 4 месяца назад
Nadeem Saabir
1,86 тыс. подписчиков
1 480 просмотров · 4 месяца назад
📌 Saudi Council of Engineers (SCE) Registration Complete Guide 2026 | Engineer, Technologist & Technician Explained
Assalam-o-Alaikum dosto!
Is video mein hum ne Saudi Council of Engineers (SCE) registration ka complete aur updated guide 2026 detail mein explain kiya hai. Agar aap Saudi Arabia mein engineer, technologist ya technician ke tor par kaam karna chahte hain to yeh video aap ke liye bohat important hai.
🔍 Is video mein aap seekhenge:
SCE registration ka complete process step by step
Pakistan ki kaunsi degree kis SCE category mein aati hai
PEC vs NTC ka clear difference
Engineer, Engineering Technologist aur Technician categories
MOSADAQA verification process
Common problems aur un ke solutions
Saudi job eligibility rules 2026 update
⚠️ Important Note:
Aap ki SCE category aap ki degree type aur accreditation par depend karti hai. Galat information ki wajah se application reject ho sakti hai, is liye video ko end tak zaroor dekhein.
🎯 Yeh video specially un logon ke liye hai jo:
Saudi Arabia mein job karna chahte hain
Engineer ya technician category samajhna chahte hain
PEC / NTC confusion mein hain
SCE registration karna chahte hain 2026 update ke sath
📩 Agar aap ko apni degree ka exact category check karwani ho to comment mein apni degree ka naam likhein.
#SCE #SaudiCouncilOfEngineers #SaudiJobs2026 #EngineeringJobsSaudiArabia #PECvsNTC #SaudiVisa #HSEJobsSaudi #EngineerInSaudi #TechnicianJobs #MOSADAQA #SaudiCareerGuide #PakistanToSaudiJobs #saudiarabia #expatlife #saudijobs #EngineeringTechnologist #SCERegistration2026 #gulfjobs #desiexpats #hsecareer #nebosh #safetyofficer #workinsaudi