🍳 Simple Breakfast & Ghar Ka Desi Khana 😍❤️ | Homemade Food Vlog | Life With Amber
Life with Amber
0:00 / 0:00
🍳 Simple Breakfast & Ghar Ka Desi Khana 😍❤️ | Homemade Food Vlog | Life With Amber
117 просмотров · 11 дн. назад
Life with Amber
32 подписчика
117 просмотров · 11 дн. назад
Assalamualaikum everyone! ❤️✨
Welcome back to my channel, Life With Amber 🥰🌸
Aaj ki video mein hai ghar ka simple aur tasty khana! 😋❤️ Subah ke breakfast mein yummy omelette aur bread 🍳🍞, aur saath hi ghar mein banne wala mazedaar desi khana. 🥘🌿
Ghar ke khane ki baat hi alag hoti hai! Simple ingredients, homemade taste aur apno ke saath guzare hue chhote chhote moments hi daily life ko special banate hain. 🏡💕
Agar aapko bhi daily vlogs, desi food, homemade cooking aur hamari everyday life ki videos pasand hain, toh meri video ko like zaroor karein, apne friends ke saath share karein aur channel ko subscribe karna mat bhoolna. 🫶🏻💗
Aap sabki support mere liye bohat special hai. ❤️🥹
Thank you for watching! Love you all. 🌷
#LifeWithAmber #DailyVlog #DesiFood #HomemadeFood #BreakfastVlog #FoodVlog #PakistaniFood #DailyLife #GharKaKhana