Перейти к содержимому

आज मैंने बनाया राजस्थानी प्रसिद्ध कैर का अचार | Kair Ka Achar | Kair Pickle - Geeta Choudhary

Geeta's Cooking

0:00 / 0:00

आज मैंने बनाया राजस्थानी प्रसिद्ध कैर का अचार | Kair Ka Achar | Kair Pickle - Geeta Choudhary

136 650 просмотров · 5 лет назад
Geeta's Cooking
2,82 млн подписчиков
136 650 просмотров · 5 лет назад
Hello friends ap sabhi ka mere channel ‪@GeetasCooking‬ par bahut bahut swagat hai, umeed karti hu sabhi apne apne gharo me safe honge. Aj mai apke liye leke aayi hu rajasthan ki sabse famous recipe kair ka achar, jo sirf rajasthan nhi balki pure bharat aur world me bhi famous hai. Ye ek bar bana ke rakho pure saal bhar tak kharab nhi hota. Jab kabi ghar me sabji na ho to ye achar kafi kam ata hai aur waise bhi ap ise kha sakte hai agr apko kair ka achar pasand hai. Ye sirf humare rajasthan me paya jata hai lakin milta har jagh hai kyuki ajkal transport ke madhyam se har suvidha uplabadh ho jati hai. Kair humari sehat ke liye bahut faydemand hota hai ise jarur khana chhaiye. Video me kuch bhi samj na aaye to comment karke jarur puche. राजस्थानी प्रसिद्ध कैर का अचार बनाने की विधि गीता चौधरी द्वारा (जोधपुर) Rajasthani Famous Kair Ka Acha Banane Ki Vidhi - Geeta Choudhary (Jodhpur) #कैर_का_अचार #KairAchar #KairPickle #GeetasCooking