URS E HAZRAT SAYYED ABDUL REHMAN SHAH QADRI (Alaireham)
Jamat Raza E Mustafa Mumbai
0:00 / 0:00
URS E HAZRAT SAYYED ABDUL REHMAN SHAH QADRI (Alaireham)
1 252 просмотра · Трансляция закончилась 4 г. назад
Jamat Raza E Mustafa Mumbai
50 тыс. подписчиков
1 252 просмотра · Трансляция закончилась 4 г. назад
Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
🌹❤️🌹❤️🌹❤️🌹❤️🌹❤️
Kuch Ek Hum Hi Nahi Us Aastane Paak Ke Kutte
Zamana Pal Raha Hai Kha Ke Tukda Ghaus e Aazam Ka
❣️Ba Faizan e Ghaus o Khwaja Raza Hamid o Mustafa o Jeelani o Huzoor Tajush Shariyah o Qaid e Ahle Sunnat❣️
In sha Allah Aaj Baroz Thursday 9th December Sultan e Dongri Hazrat Sayyed Haji Abdul Rehman Shah Qadri Radiallahu Tala Anhu Ke Urs Mubarak ki Nisbat Se Faqeere Razvi Ke Ghar Mehfil Ka Ehtemam Hai.
🌺Aap Ki Baargaah Me Khusoosi Dawat Faqeer e Razvi Ki Janib Se Pesh Hai Zaroor Tashreef Laaye Aur Khidmat Ka Mauqa Inayat Farmaye
📝:- Mehfil ka aagaz 9:30 pm ko Hoga Aap Hazraat Waqt Ka Khaas Khayal Rakkhe
Add:- 147, Zakeria Masjid Street, Yousuf Manzil, 3rd Floor, Opp. Hotel Kausar, Khadak, Mumbai- 09.
Arz Guzar
Sage Murshid
Muhammad Aatif Raza Qadri