Teri Aadatein (Bonus Track) | KhoslaRaghu | Hansika Pareek | Aarzu EP | Lyric Visualiser | 2026
KhoslaRaghu
0:00 / 0:00
Teri Aadatein (Bonus Track) | KhoslaRaghu | Hansika Pareek | Aarzu EP | Lyric Visualiser | 2026
18 125 просмотров · 1 дн. назад
KhoslaRaghu
52 тыс. подписчиков
18 125 просмотров · 1 дн. назад
Audio Credits-
Written, Composed and Produced by KhoslaRaghu
Female Vocals - Hansika Pareek
Flute - Shikhar Agarwal
Stem Master - Fred Miller
Lyrics-
Beh chale
Fizaon mein tere
Toh din ye mere
Sawarne lage
Kahaniyan suni thi
Dilon Ke milne ki
Tu aise milega
Na mujhko laga tha
Dheere dheere se lagi hai Jo ye teri aadatein
Dekh bass mein rahi nahi hai meri chahatein
Aaj kal har pal Dil soche tujhko
Tera zikr Kare teri fiqr kare
Naya naya mujhe
Saara jahaan lage
Hone se tere
Khila khila har
Ruan mera lage
Chhune se tere
Mujhse aise na akhiyan Chura jaana
Nazron mein meri hai kahaniyan Teri
Aankhon mein Teri mera thikana
Raahaton jaisi lage hain yaariyan Teri
Jab se hai badhne lagi Teri meri
ye nazdikiyan
Behtar hai lagne lagi mujhe
Fiza ki rangeeniyan
Dheere dheere se lagi hai Jo ye teri aadatein
Dekh bass mein rahi nahi hai meri chahatein
Aaj kal har pal Dil soche tujhko
Tera zikr Kare teri fiqr kare
Dheere dheere se lagi hai Jo ye teri aadatein
Dekh bass mein rahi nahi hai meri chahatein
Aaj kal har pal Dil soche tujhko
Tera zikr Kare teri fiqr kare
Tu jahaan hai
Mai wahan hun
Tu hai mausam
Mai aasman hun
Tu fiza hai
Mai hawa hun
Tu jahaan Mai wahan