नवरात्रि की अष्टमी पर किया कन्या पूजन 🙏❤️ | Kanjak Pujan Vlog | Nisha Sumit Vlogs
Nisha Rathee
0:00 / 0:00
नवरात्रि की अष्टमी पर किया कन्या पूजन 🙏❤️ | Kanjak Pujan Vlog | Nisha Sumit Vlogs
7 518 просмотров · 1 дн. назад
Nisha Rathee
249 подписчиков
7 518 просмотров · 1 дн. назад
🙏 जय माता दी ❤️ | Happy Navratri 2026 🌺
Welcome back to Nisha Sumit Vlogs! ❤️
Aaj ke is vlog mein humne Navratri ki Ashtami/Navmi ke shubh avsar par Kanjak Pujan kiya. 🥹🙏 Ghar par aayi chhoti-chhoti kanjako ko pyaar se khana khilaya, unhe gifts diye aur bado ka aashirwad liya.
Navratri ka ye pavitra tyohar humein maa Durga ki bhakti, pyaar aur seva ka ehsaas karata hai. ❤️🌺 Is vlog mein aapko hamare ghar ki pooja, kanjako ko bhojan karane aur parivaar ke saath bitaye kuch special moments dekhne ko milenge.
Ye hamara ek special family vlog hai. Video ko end tak zaroor dekhna aur batana ki aapke ghar Navratri aur Kanjak Pujan kaise manaya gaya. 🙏❤️
Agar aapko hamara vlog pasand aaye toh:
👍 Video ko LIKE karein
💬 Comment mein “Jai Mata Di” zaroor likhein
🔔 Nisha Sumit Vlogs ko SUBSCRIBE karein
❤️ Apne family aur friends ke saath share karein
Aap sabhi ko Navratri ki hardik shubhkamnayein! 🌺🙏
#KanjakPujan #NavratriVlog #NishaSumitVlogs