Abbas Alam taera maqtal say || Karachi party Shabab ul Momneen || Noha 2026 1448 H.
Haye Sham Karachi Party Hskp
0:00 / 0:00
Abbas Alam taera maqtal say || Karachi party Shabab ul Momneen || Noha 2026 1448 H.
1 214 просмотров · 2 месяца назад
Haye Sham Karachi Party Hskp
237 подписчиков
1 214 просмотров · 2 месяца назад
Haey Sham Karachi Party Shabab ul Momneen.
Reciting : Karachi party
Poetry : janab Sajjad bukhari
Composition : Ustad Akbar Abbas (Lahore)
Audio : ODS Karachi.
Video : ARB Production Karachi.
#majlis#matam#jaloos#azakhana#imambargah#ishqehussain#mirhassan#faw#nrs#ukazadari#incholi#shababulmomnin#
Abbas (s.a) Alam taera maqtal say aaraha ha.
Shabir (s.a) ki qamar ko haey jhoka raha ha.
1. Ye Alam Hussaniyat ki pehchan ha karata.
Ye he yazidiyat k ha farq ko metata.
Koi chomta ha aa kar koi jala raha ha.
2. Mushkil kusha ka bayta karta ha youn fayazi kuch mang kar to daykho dayta ha maira Ghazi.
Ye jo hath Alam par ha tum. ko bola raha ha.
3. Zainab (s.a) ki khaima gah say aisee awaz aie.
Chadar ka jo wada tha wapas ho'n layny aie.
Tather ka haey zamin maqtal mai'n ja raha ha.
4. Dayte thi diladay ye aaiga abhe pani.
Sab mil k dua maango Ghazi ki ha jawani.
Q khali alam baba maqtal say laraha ha.
5. Mamno ho'n mai'n taera likhna sikha deya ha.
Sajjad ko is qabil Mola bana deya ha.
Taeri wafa ki batain ghar ghar sona raha ha.