Перейти к содержимому

School की छुट्टी में आदू ने ऐसा क्या किया? 😱 | Baby Brother, Golgappe & Full Masti ❤️ | Family Vlog

Adhu & Family Vlogs

0:00 / 0:00

School की छुट्टी में आदू ने ऐसा क्या किया? 😱 | Baby Brother, Golgappe & Full Masti ❤️ | Family Vlog

731 просмотр · 11 дней назад
Adhu & Family Vlogs
692 подписчика
731 просмотр · 11 дней назад
School की छुट्टी में आदू ने ऐसा क्या किया? 😱❤️ Aaj ke family vlog mein Adhu ki school se chhutti thi aur subah-subah usne khud hi vlog start kar diya! 😍 Baby brother ke saath cute moments, milk lene jaana, market ka chhota sa round aur Nani Ghar Udhampur ka road journey — poora din kaafi interesting raha. Ghar wapas aakar sabzi shopping, Aloo Shimla Mirch aur Nandru ki tasty family meal, baby ko sulana aur Papa ka thande apples ke saath Adhu ke saath funny moment 😂🍎 Next day Adhu school gaya, raste mein Ana mili aur dono saath school enter hue. School ke baad Adhu baby brother ko dekhkar bahut excited ho gaya ❤️ Phir Mayra ke ghar jaana, thoda रूठना, golgappe wale uncle ke paas jaana aur Adhu ki cute golgappe wali demand 😂🌶️ Shaam ko Mamma aur Adhu ka bat-ball, racing car aur catch-catch ka full masti time hua. 🎾🏏❤️ Baby ke aane ke baad hamari daily life thodi busy zaroor ho gayi hai, lekin inhi chhote-chhote moments mein hamari beautiful family memories ban rahi hain. 🥰 Agar aapko hamare real & simple daily family vlogs pasand aate hain, toh video ko LIKE 👍 karein, COMMENT karke Adhu ka favourite moment batayein aur Adhu & Family Vlogs ko SUBSCRIBE zaroor karein. ❤️ Thank you for watching! ❤️ #AdhuAndFamilyVlogs #AdhuVlog #FamilyVlog #DailyVlog #SchoolHoliday #BabyBrother #Golgappe #UdhampurVlog #JammuVlog #JammuKashmir #IndianFamilyVlog #KidsVlog #FamilyTime #AdhuBaby #DailyFamilyVlog