Waiting Ticket Confirm Hoga Ya Nahi? Railway System Kaise Decide Karta Hai? @OfficialSochFactory
Soch Factory
0:00 / 0:00
Waiting Ticket Confirm Hoga Ya Nahi? Railway System Kaise Decide Karta Hai? @OfficialSochFactory
491 просмотр · 1 месяц назад
Soch Factory
9 подписчиков
491 просмотр · 1 месяц назад
Waiting Ticket Confirm kaise hota hai? 🚆 Agar aapke train ticket par WL 40, WL 20, RAC ya GNWL likha hai, toh आखिर Indian Railways ka system decide kaise karta hai ki ticket confirm hoga ya nahi?
Is video mein hum aasan basha mein samjhenge Indian Railway Waiting List System ka complete process.
Jaaniye:
• Waiting List number kam kaise hota hai?
• Confirmed, RAC aur Waiting List mein kya difference hai?
• GNWL, RLWL aur PQWL kya hote hain?
• Ticket cancel hone par vacant berth kise milti hai?
• RAC ticket Confirm kaise ho sakta hai?
• Railway Chart Preparation kaise hota hai?
• Fully Waitlisted e-ticket ka kya hota hai?
• IRCTC VIKALP kaise kaam karta hai?
• PNR prediction apps confirmation guarantee kyun nahi de sakti?
• Aur आखिर आपका Waiting Ticket Confirm hoga ya nahi, ye decide kaise hota hai?
Agar aapne kabhi baar-baar अपना PNR Status check kiya hai aur socha hai ki WL 40 se WL 20 aur phir RAC ya Confirmed kaise ho gaya, toh ye video aapke liye hai.
Indian Railways ke is interesting reservation system ko end tak dekhiye — अगली बार Waiting Ticket book karte waqt आपको पता होगा कि पर्दे के पीछे actually क्या हो रहा है।
ऐसी ही रोज़मर्रा की चीज़ों के पीछे छिपे interesting systems और facts जानने के लिए Soch Factory को Subscribe करें।
हर Video, एक नई सोच लेकर आता है।
#IndianRailways #WaitingTicket #IRCTC #RAC #PNRStatus #TrainTicket #RailwayFacts #OfficialSochFactory