Wo 14 Sher Jo Ghalib Ko Ghalib Kar Gaye | Mirza Ghalib Ke Sabse Popular Sher | Best Ghalib Shayari
Subha Sham Shayari
0:00 / 0:00
Wo 14 Sher Jo Ghalib Ko Ghalib Kar Gaye | Mirza Ghalib Ke Sabse Popular Sher | Best Ghalib Shayari
1 879 просмотров · 3 нед. назад
Subha Sham Shayari
1,51 тыс. подписчиков
1 879 просмотров · 3 нед. назад
#MirzaGhalib #Ghalib #Shayari #urdupoetry
Mirza Ghalib Ke sabse mashhoor sher wali is video me aap sunegey wo sher jo har koi janta hai, sunta hai aur sabko sunata hai. Ye 14 sher ka wo collection hai jisme mene voiceover de kar isko ek alag andaaz dene ki koshish ki hai.. Hope hai apko ye shayari meri awaz me pasand aaegi.
Agar mera rendition acha lga ho to plz mera channel subscribe karein@SubhaShamShayari
----------
Disclaimer:
Voiceover by: Channel Owner
Editing by : Channel Owner
------------
Is Video Me Shamil Sher:
1. Hazaaron khwaahishein aisi ki har khwaahish pe dam nikle
Bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle
2. Dil-E-Naadaan Tujhe Hua Kya Hai
Aakhir Is Dard Ki Dawa Kya Hai
3. Ishq Ne 'Ghalib' Nikamma Kar Diya
Warna Hum Bhi Aadmi The Kaam Ke
4. Ye Na Thi Hamari Qismat Ki Visaal-E-Yaar Hota
Agar Aur Jeete Rehte Yahi Intezaar Hota
5. Ragon Mein Daudte Phirne Ke Hum Nahin Qaail
Jab Aankh Hi Se Na Tapka To Phir Lahoo Kya Hai
6. Na Tha Kuchh To Khuda Tha, Kuchh Na Hota To Khuda Hota
Duboya Mujhko Hone Ne, Na Hota Main To Kya Hota
7.Bas Ki Dushwaar Hai Har Kaam Ka Aasaan Hona
Aadmi Ko Bhi Mayassar Nahin Insaan Hona
8. Hum Ko Maaloom Hai Jannat Ki Haqeeqat Lekin
Dil Ke Khush Rakhne Ko 'Ghalib' Ye Khayaal Achchha Hai
9. Mohabbat Mein Nahin Hai Farq Jeene Aur Marne Ka
Usi Ko Dekh Kar Jeete Hain Jis Kaafir Pe Dam Nikle
10. Dil Hi To Hai Na Sang-O-Khisht, Dard Se Bhar Na Aaye Kyon
Roenge Hum Hazaar Baar, Koi Humein Sataaye Kyon
11. Un Ke Dekhe Se Jo Aa Jaati Hai Munh Par Raunaq
Wo Samajhte Hain Ki Beemaar Ka Haal Achchha Hai
12. Nikalna Khuld Se Aadam Ka Sunte Aaye Hain Lekin
Bahut Be-Aabru Hokar Tere Kooche Se Hum Nikle
13. Poochhte Hain Wo Ki 'Ghalib' Kaun Hai
Koi Batlaao Ki Hum Batlaayen Kya
14.Har Ek Baat Pe Kehte Ho Tum Ki Tu Kya Hai
Tumhin Kaho Ki Ye Andaaz-E-Guftagu Kya Hai
-----------------------------------------------------
IMAGE CREDIT for Thumbnail Ghalib Image:
Image by: Banswalhemant
Source: Wikimedia Commons
Original image:
https://upload.wikimedia.org/wikipedi...
License: Creative Commons Attribution-ShareAlike 4.0 International (CC BY-SA 4.0)
https://creativecommons.org/licenses/...
Changes made: Image was color-adjusted and exposure adjusted for use in this video
IMAGE CREDIT for Ghalib Image Used in This Video:
Image: Asad_ghalib.jpeg
Creator/Photographer: Unknown
Source: Wikimedia Commons
FIle: https://commons.wikimedia.org/wiki/Fi...
License: Public Domain
----------
Mirza Ghalib Shayari
Ghalib Shayari
Mirza Ghalib Voiceover
Rekhta
Ghalib Ki Shayari
Ghalib Ke Sher
Mirza Ghalib Ke Sher
Ghalib Ke Mashhoor Sher
Urdu Shayari
Urdu Poetry
Mirza Ghalib Shayari in Hindi
---------
#MirzaGhalib
#ghalib
#rekhta
#GhalibShayari
#MirzaGhalibShayari
#GhalibKeSher
#UrduShayari
#UrduPoetry
#FamousSher
#ShayariLovers