Перейти к содержимому

Dard e Dil Kar Mujhe Ata Ya Rab Hamd by Owais Raza Qadri

Islam Tv

0:00 / 0:00

Dard e Dil Kar Mujhe Ata Ya Rab Hamd by Owais Raza Qadri

12 782 просмотра · 6 л. назад
Islam Tv
13,5 тыс. подписчиков
12 782 просмотра · 6 л. назад
Dard e Dil kar mujhe ata Ya Rab De mere dard ki dawa Ya Rab Be sabab baksh de na pooch amal Naam Ghaffar hai tera Ya Rab Yuh gumoo ke mai tujh se mil jau Yuh gumaa is tarha mila Ya Rab Aib mere na khol mehshar me Naam Sattar hai tera Ya Rab Har bhale ki bhalai ka sadqa Mujh nikamme ko kar bhala Ya Rab Laaj rakhle gunahgaron ki Naam Rehman hai tera Ya Rab Khaak kar apne Aastane ki Yuh hame khaak me mila Ya Rab Meri ankhe mere liye tarse Mujh se aisa mujhe chupa Ya Rab Tees kam ho na Dard e Ulfat ki Dil tadapta rahe mera Ya Rab Teri jaanib yeh Musht e Khak ude Bhej aisi koi hawa Ya Rab “Sabaqat Rahmati Alaa Ghazabi” Tune jab se sunadiya Ya Rab Tu Aasra hum gunahgaro ka Aur mazboot ho gaya Ya Rab Ahle Sunnat ki har jamat par Har jaga ho teri ata Ya Rab Dushmanon ke liye hidayat ki Tujh se karta hu iltija Ya Rab Meri maan meri behnain bhanjay sab Pa’ayn Araam-e-do sara Ya Rab Aur bhi jitne pyaare hai Hajatain sab ki ho rawa Ya Rab Mere ahbab par bhi fazl rahe Tera tere habeeb ka Ya Rab Tu Hasan Ko utha Hasan Karke Ho Ma’al khair khaatima Ya Rab