Umrah Tawaf Mein Wazu Toot Jaye To Kya Karein? | Kahan Se Shuru Karein? | Dam Se Kaise Bachein?
Change your life
0:00 / 0:00
Umrah Tawaf Mein Wazu Toot Jaye To Kya Karein? | Kahan Se Shuru Karein? | Dam Se Kaise Bachein?
7 894 просмотра · 2 дня назад
Change your life
51,2 тыс. подписчиков
7 894 просмотра · 2 дня назад
Umrah Tawaf Mein Wazu Toot Jaye To Kya Karein? | Kahan Se Shuru Karein? | Dam Se Kaise Bachein?
Umrah Tawaf Mein Wazu Toot Jaye To Kya Karein? Is video mein hum batayenge ke Tawaf ke duran wazu toot jaye to kya karna chahiye, Tawaf kahan rokna hai aur wazu ke baad baqi chakkar kahan se shuru karne hain.
Hanafi Fiqh ke mutabiq pehle 4 chakkaron mein wazu tootne aur 4 chakkar mukammal hone ke baad wazu tootne ka kya hukm hai? Kya Tawaf usi jagah se jari hoga ya chakkar dobara shuru karna hoga? Saath hi Dam se mutalliq zaroori masail aur Makkah mein wazu/washroom ki practical information bhi share ki gayi hai.
Main hoon Yasir Yaseen — Hajj aur Umrah ke masail, Saudi Arabia updates aur practical guidance ke liye channel ko Subscribe karein.
#YasirYaseen #HafizYasirYaseen #Umrah2026 #UmrahGuide #Tawaf #TawafKeMasail #Wazu #UmrahTips #HajjUmrah #HanafiFiqh #MasailEUmrah #MasailEHajj #Makkah #MasjidAlHaram #SaudiArabia
#TawafMeWazu #UmrahMeinWazuTotJana #TawafMeinWazuTootGia #TawafMeinWaduTootGJaye