Nisbati~£~Kalam 2020 Log_Tanha_Samjhte_Hain qawwali💞
Shah naeem ATA شاہ نعیم عطا
0:00 / 0:00
Nisbati~£~Kalam 2020 Log_Tanha_Samjhte_Hain qawwali💞
1 000 450 просмотров · 6 л. назад
Shah naeem ATA شاہ نعیم عطا
127 тыс. подписчиков
1 000 450 просмотров · 6 л. назад
Assalamu Alaikum kaise ho aap sab
Ummid karta hun khairiyat se Honge aap sab
Apne channel ko like Kijiye comment Kijiye share Kijiye subscribe Kijiye aur balakan Kabhi press Kijiye Taki Aane wali video apps sabse pahle dekh sake
Qawwali :-Log_Tanha_Samjhte_Hain
Follow :- #shahnaeemata
Follow :- #huzoornaeematashahsaloni
Follow :- #naeatashahbaba.
Log_Tanha_Samjhte_Hain new kavvali nisbati kalam Mehfil e Sama khanqah bus mein chistiya aap sab ki Kismat Mein
बेशुमार लानातुल्लाह
हमने ने उम्मत उसी दिन छोड़ दी थी जिस दिन कहा गया था मेरी उम्मत मेरे नवासे को क़त्ल करेगी
तो फीर सुन्नी वहाबी सलफ़ी देवबन्दी बनने का तो सवाल ही नही उठता
तर्क करो इन फिरकावाराना गिरोह को आ जाओ सिफ़्फ़ीन के मैदान में हो जाओ शामिल मौला अली अलैहस्सलाम की गुलामी में यही खुदा का दर्स और नबी अलैहस्सलाम का फरमान है !
अली हक पर है और हक़ अली के साथ है
अलैहस्सलाम
Bismillaह-hir'rahmanir-raheem.
YA MERE MAIHBOOB SALLALLAHO ALAIKA YA MOHAMMED SALLALLAHO ALAIHE WA AALEHI WA SALLAM
HUWAL MAUJOOD
Murshid hi ko pa lena hai pana Mohammed ka*
Murshid mein chhupa naqsha noorana Mohammed ka*
Murshid ke tasawwur mein dil jhoom ke kaihta hai*
Deedar to hota hai rozaana Mohammed ka*
तेरा दिदार दिदारे इलाही पाया जाता है।।
तेरे कूचे से जो गुज़रा यकीनन बख्श जाता है।।
या अली "तेरे तेरे करमसे___" या अली।।
तेरे करम से मेरे चमन में बहार है।।
🌹❤️❤️❤️🌹
जिस दिन उम्मत को,
हुसैन मिन्नी व आना मिनल हुसैन, समझ में आ गया,
तो वह यह भी समझ जाएंगे, क़त्ले हुसैनع दरअसल क़त्ले मुस्तुफाص है
18 Muharram Shahadat Shehzada-e-Imam Hussain Hazrat Sayyeduna Imam Ali Zainul Aabideen Alaihissalam
“Abu Zubair se riwayat hai ke hum Hazrat Jabir bin Abdullah RadiAllahu Anhuma ke paas haazir they jabke (budhape ke baais) Aapki nazar aur daant kamzor hochuke they. Is dauran Imam Ali Ibne Hussain “Zainul Aabideen” Alaihi-mussalam Apne chote Bete Muhammad al-Baaqir (Alaihissalam) ke humrah tashreef laaye. Unhone aakar Aapko Salam kiya aur tashreef farma hokar Apne Bete Muhammad al Baaqir se kaha ke Apne Chacha ke paas jaao aur jhuk kar Unke Sar ka Bosa lo, Bachhe (Imam Muhammad al Baaqir Alaihissalam) ne aisa he kiya. Ispar Hazrat Jabir RadiAllahu Anhu ne pucha: Ye kaun hai? Imam Zain al Aabideen ne farmaya: Mera Beta Muhammad hai. Ye sun na tha ke Hazrat Jabir RadiAllahu Anhu ne Bachhe ko Seene se lagaya aur ro diye fir Unse mukhatib hokar farmaya:‘Ay Muhammad! Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne Aapke liye Salam bheja hua hai.’
Unke kisi saathi ne pucha ke maajra kya hai? To Aap RadiAllahu Anhu ne farmaya:
‘Mai Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ki Khidmat-e-Aqdas me haazir tha ke us dauran Aap ke paas Hussain Ibne Ali (Alaihi-mussalam) tashreef laaye to Aap ne Unhe Apne Seena-e-Mubaraka se laga liya aur Unka Bosa lekar Unhe Apne Pehlu Mubarak me bitha liya. Fir Aap SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya: Mere is Bete ke haan ek Ladka paida hoga jiska naam ALI hoga. Jab Qayamat ka Din hoga to ek nida dene wala Arsh ki pehnaayiyo se nida dega ke SAYYEDUL AABIDEEN (Saare Aabidon ke Sardar) khada hojaye, to wo Ladka (Zainul Aabideen Ali Ibne Hussain Alaihi-mussalam) khada hojayega. Uske (Imam Zainul Aabideen Alaihissalam) haan ek Ladka Muhammad paida hoga. Ay Jabir! Jab Tum Usey dekho to Usey Meri taraf se Salam kehna aur jaan lena ke us din ke baad tumhari zindagi kum reh jayegi.”
Chunanche Hazrat Jabir RadiAllahu Anhu us din ke baad 10 se kuch din upar hayat rehkar Wisaal farma gaye.”
Allahumma Salle Ala Sayyedina Muhammadiw wa Ala Aali Sayyedina Muhammadin
SallAllahu Alaihi wa Ala Aalihi wa Sahbihi wa Baarik wa Sallim
Shion ki yeh gadhi hui baat hai.
Imaam mehdi as ke Zahoor ke wqt hazraat Isa ibne maryam ka Zahoor hona sabit hai.
❤️
Haan yeh baat milta hai ki jab unka Zahoor huga to 12 imaamo ki khusoosiyat unme paaee jaaygi or zahir si baat hai
Ehlebet ke akhri waris hain Imaam mehdi as👍🙏
Sarkar shahe murshid nazre karam khudara
Mera khali kaasa bhar do main fakir hun tumhara.
Masha allah
Moula IMAM A.S. ke sadqe umre darazi
Quwwate tawanayi ata farmaye.
Sarkaar salamat rahein aap
Aameen
Jahan me hum ne jo dhoondha husain ke jaisa
Faqat husain ko paaya husain ke jaisa
Ali ke jaisa muqaddar kisi ka dikhlaao
Ho jiska ek bhi beta husain ke jaisa
Hazaron hurr tere qadmon pe sar ko rakh denge
Bana do ek ko laheja husain ke jaisa
Nazar ko aaye Nazar jis me Mustafa ka Jamaal
Dikhao koi sarapa husain ke jaisa
Kare tilawate quaan jo noke neza par
Nahi kisi ka kaleja husain ke jaisa
Kaha sakeena se zainab ne ro na ay beta
Kahan se laaun main baba husain ke jaisa
Ukhad pheke yazeedi ko ek pal bhar me
Nahi hai koi maseeha husain ke jaisa
Ye baargaahon ke hijre se aarahi hai sada
Kahan kisi ka hai sajda husain ke jaisa
Rab ko chahat mere husain ki hai
Baadshahat mere husain ki hai
Wo hi Raja the wo hi Raja hain
Bus hukoomat mere husain ki hai
Jiski koi misaal la na saka
Wo shahadat mere husain ki hai
Kat gaya sir magar hai sajde me
Wo ibadat mere husain ki hai
Mere ghar 🕋