Tum Gagan Ke chandrama Ho - Sati Savitri - Lata Mangeshkar - Manna Dey
Suhanee Lall
0:00 / 0:00
Tum Gagan Ke chandrama Ho - Sati Savitri - Lata Mangeshkar - Manna Dey
1 266 016 просмотров · 15 лет назад
Suhanee Lall
462 тыс. подписчиков
1 266 016 просмотров · 15 лет назад
Film: Sati Savitri
Singers: Lata Mangeshkar and Manna Dey
Music Director: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Bharat Vyas
Lyrics:
Tum gagan ke chandrma ho, mai dhara ki dhul hu
mai dhara ki dhul hu
tum parlay ke devta ho
tum pranay ke devta ho, mai samarpit phul hu
tum ho puja mai pujari, tum sudha mai pyaas hu
tum sudha mai pyaas hu
tum mahasagar ki seema, mai kinare ki lahar
tum mahasangit ke swar, mai adhuri saaj bhar
tum ho kaya mai hu chaya, tum shama mai bhul hu
tum gagan ke chandrma ho, mai dhara ki dhul hu
mai dhara ki dhul hu
tum usha ki lalima ho, bhor ka sindur ho
mere prano ki ho gunjan, mere man ki mayur ho
tum ho puja mai pujari, tum sudha mai pyas hu
tum gagan ke chandrma ho, mai dhara ki dhul hu
mai dhara ki dhul hu
tum gagan ke chandrma