Перейти к содержимому

RORO KE BAYA KARTI THI YE FATIMA SUGHRA KAB AAOGE BABA RECITED BY ALIKAZIM 3RD MOHARRAM 2026

Anjuman e hussainiimambada

0:00 / 0:00

RORO KE BAYA KARTI THI YE FATIMA SUGHRA KAB AAOGE BABA RECITED BY ALIKAZIM 3RD MOHARRAM 2026

156 просмотров · 11 дн. назад
Anjuman e hussainiimambada
44 подписчика
156 просмотров · 11 дн. назад
NOUHA LYRICS RO RO KE BAYAN KARTI THE YE FATIMA SUGHRA-KAB AAOGE BABA AB KAISE JEYUN MUJH SE JUDA HOGAYA KUNBA-KAB AAOGE BABA Kya aap ne soncha nahi kis haal mein hogi – Beti ye tumhari Ab din mein bhi chaya hai nigahon mein andhera – Kab aaoge baba Bimaar ye beti kahin marjaye na gham se – Ab ranj-o-alam se Kyu kar ho mujhe aap ki furqat ye gawara – Kab aaoge baba Wapas nahi aaoge kya baba ye batao – Mujh ko na rulao Din raat tasawwur mein hai ek aik ka chehra – Kab aaoge baba Yaad ata hai bhaiya Ali Asghar ka humakna – Wo mujh se lipatna Ab uske tasawwur mein jhulati hoon mai jhula – Kab aaoge baba Ho khair mere qafele walon ki khudara – Ho chain se kunba Aati hai bahot yaad bahen mujh ko Sakina – Kab aaoge baba Bhaiya Ali Akber mujhe lene nahi aye – Ne khat hi bhijaye Kyun mujh se khafa hogaya pyara mera bhaiya – Kab aaoge baba Dil tootne lagte the Sohail bain ye sunkar – Jab kehti thi dukhtar Ajaeye ab aur na tard paeye baba – Kab aaoge baba