Degi Chicken Biryani Banane Ka Tarika - Ghar Par Dawat Wali Biryani
Desi Khana Punjab
0:00 / 0:00
Degi Chicken Biryani Banane Ka Tarika - Ghar Par Dawat Wali Biryani
20 просмотров · 9 дней назад
Desi Khana Punjab
7 подписчиков
20 просмотров · 9 дней назад
Assalam o Alaikum!
Aaj mein apke liye layi hun bilkul Dawat wali Daig Style Chicken Biryani ki recipe, jiski khushboo bohat hi lajabab hai. Bina dahi ke, ghar ke masalon se!
Video me jo saman use hua hai:
Chicken - haf kg
Chawal PP7 - 1.5 Mug (Adha kilo wala mug) - 1 ghante bhigoye hue
Pyaz - 1 bare
Tamatar - 1
Hari Mirchen - 4-5
Adrak Lehsan Paste - 2 chamach
Lemon - 1
Ghee / Oil - Hasb e zarurat
Khushk Masala Jaat:
Namak - Hasb e zaiqa
Lal Mirch - 1 chamach
Kashmiri Mirch - Adha chamach
Dhania Powder - 1 chamach
Garam Masala - Adha chamach
Chinese Namak - Adha chamach
Chawal Masala
Tez Patta - 2
Laung - 4-5
Kali Mirch - 8-10
Badiyan Ka Phool - 1
Zeera - 1 chamach
Sonf - 1 chutki
Biryani Masala - 1 Packet
Achaar - 2 chamach
Imli - Thori si
Raita aur Salad ke sath serve karen!
Agar recipe pasand aaye to LIKE, SHARE aur SUBSCRIBE zarur karen.
#DaigBiryani #ChickenBiryani #BiryaniRecipe #777Biryani #DawatBiryani #BiryaniLovers #PakistaniBiryani #ChickenBiryaniRecipe #keemapulao #schooluniform #villagecooking